• ClipSaver
  • dtub.ru
ClipSaver
Русские видео
  • Смешные видео
  • Приколы
  • Обзоры
  • Новости
  • Тесты
  • Спорт
  • Любовь
  • Музыка
  • Разное
Сейчас в тренде
  • Фейгин лайф
  • Три кота
  • Самвел адамян
  • А4 ютуб
  • скачать бит
  • гитара с нуля
Иностранные видео
  • Funny Babies
  • Funny Sports
  • Funny Animals
  • Funny Pranks
  • Funny Magic
  • Funny Vines
  • Funny Virals
  • Funny K-Pop

Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!! скачать в хорошем качестве

Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!! 4 года назад

скачать видео

скачать mp3

скачать mp4

поделиться

телефон с камерой

телефон с видео

бесплатно

загрузить,

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!!
  • Поделиться ВК
  • Поделиться в ОК
  •  
  •  


Скачать видео с ютуб по ссылке или смотреть без блокировок на сайте: Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!! в качестве 4k

У нас вы можете посмотреть бесплатно Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!! или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Скачать mp3 с ютуба отдельным файлом. Бесплатный рингтон Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!! в формате MP3:


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru



Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai?!!!

Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai? This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Gohar Shahi Ki Chand Mein Tasveer Ki Haqeeqat Kya Hai. Aj bat karte hain Sakar Gohar Shahi ke bare mein, aj ke sawal ke do rukh hain, mein pehle bhi wazahat ki, ke Allama Muhammad Iqbal, ap ne Chand (Moon) par Tasveer (Photo Or Image) ka tazkara kiya. Aksar log kehte hain ke hum sunte hain ke Gohar Shahi ki bhi Chand (Moon) mein Tasveer (Photo Or Image) hai, Is mein Haqeeqat Kya hai? Agar Tasveer (Photo Or Image) ana Chand (Moon) mein maqsood hoti, to Aaqa e do jahan Hazrat Muhammad Mustafa (SAW) ki ati. Kyun ke Allah (God) ke bad, sab se Bazurg tareen hasti, Aaqa e do jahan (SAW) hain. Sakar Gohar Shahi ki Chand (Moon) mein Tasveer (Photo Or Image) ane ki Haqeeqat kya hai ki mukamal tafseel aur Haqeeqat Is video mein hai Description nahi. Khud Sarkar Sayedna Riaz Ahmed Gohar Shahi ka farman hai: ke Jahan tamam Qaynat ka Sar jhuk jay, wahan se maqam e Mustafa ka Aghaz hota hai. Sakhi Lal Qalandar (R.A) ap ke hath par 40,00000 lakh hindoyon ne kalma parha hai aur Faiz yab bhi howe hain, aur Khwaja Moinuddin Chishti ke Hath par 90,00000 lakh logon ne kalma parha hai, lakin phir bhi ye Hazoor ki Zaat se Afzal nahi ho sakte. To phir kis ne keh diya ke Gohar Shahi ki Chand mein Tasveer ane se wo Hazoor se afzal hain? hum ne dekhna hai ye qayaas humara hai ke khud Sarkar Saydena Gohar Shahi ne kya farmaya hai? To Sarkar Gohar Shahi farmate hain: Jahan tamam Qaynat ka sar jhuk jay, wahan se maqam e Mustafa ka Aghaz hota hai. To kisi ne bhi ye nahi kaha aur na hi khud Sarkar Gohar Shahi ne kaha. Ye bat Sayedna Gohar Shahi ne kabhi bhi nahi ki ke main hazoor se afzal hon, balke kisi bhi Wali ne Auliya ne ye bat nahi ki. Dosra sawal ye hai jo ke aksar log karte hani, Agar vilayat mein Chand (Moon) mein Taveer ( Photo Or Image) ana maqsood thi, to phir peerane peer Hazoor Ghous Pak waliyon ke Sardar hain, to ap ki Tasveer (Photo Or Image) kyun nahi ai. Hazoor Ghous Pak ka jo zamana hai wo kam-o-baish 1000 sal porana hai. Agar aik 1000 sal pehle Chand mein Tasveer ati, aur ye tazkara hota, to jaded science aur technology nahi thi, ke ye tehqeeq ki ja sake science ke tarike se, ke ye Tasveet (Photo Or Image) hai kis ki. Allah talah khud danah hai us ne us dour mein Tasveer (Photo Or Image) dekhai hai ke jis dour mein sciencey tour par log believe karte hain. Take us se tasdeeq ho sake, aur ye bhi tasdeeq ho sake ke waqehi ye kisi Insan ki banai hoi Tasveer (Phote Or Image) nahi hai, ke science bhi hairan aur preshan ho ke Chand mein Tasveer kon bana sakta hai. Khud Sakar Gohar Shahi se pocha gaya, Chand mein Tasveer ke hawale se, To Sakar Gohar Shahi ne Farmaya ye jo Chand mein Tasveer hai ye minjanib Allah hai, lakin ye Muslims ke liye nahi hain, Muslims ke liye to Namaz, Quran aur Zikr aur fikar kafi hai. Jo log Namaz, Quran ko nahi mante, Quran ke ahkamat ko nahi mante, Zikr aur fikar aur Allah (God) ko nahi mante, un ka bhi to Huq hai ke huq ka rasta wo bhi paen. To jo Allah talah ne Chand mein Tasveer (Photo Or Image) dekhai, to is Tasveer (Photo Or Image) ko dekhte howe wo log jo non-Muslims thay, wo log jin ka Quran, Namaz, Hadees aur Hazoor ki zaat par Believe nahi tha, wo log jo Allah ko bhi nahi mante thay, Chand mein Tasveer (Photo Or Image) dekhne ke bad, Sakar Gohar Shahi ki bargah mein hazir howe. Aur Sakar Gohar Shahi ne kiya kaha? Sakar Gohar Shahi ne apna Zikr to nahi diya apne naam ka Zikr to nahi diya, Balke un ko Allah ke Naam ka Zikr diya, aur un ke dilon ko Allah, Allah pe lagaya. Ye maqsad tha Chand mein Tasveer (Photo Or Image) ane ka aur yehi Haqeeqat hai. Kyun ke wo Chand mein Tasveer (Photo Or Image) ko dekh ke hi, is zaat ko manne bhi lage aur aa ke Kalma bhi parha aur Zikr e Qalb bhi hasil kiya. Aur Allah Allah kar ke apne Qlab aur roh ko roshan kar ke Allah aur us ke Rasool par iman le aey. To Sakar Gohar Shahi ki Chand mein Tasveer jo hain jo huq hain. Sarkar Gohar Shahi ne khud bhi farmaya ke agar tum ko mujh par yaqeen nahi to chahay mujhe chour dena lakin Allah ke Zikr ko kabhi mat chorna, har waqt Allah, Allah karte rehna aur is naam par itbar karna, har ghari aur har lamha apne dil ki dharkan ke sath Allah ka zikr karna aur Allah, Allah karte rehna. #GoharShahi #ChandMeinTasveer #FikarEIqbal More Related Videos Vist For   / fikar_iqbal     / advocate-zuhaib-hafeez-218700805689062   https://www.fikareiqbal.com

Comments
  • ⚡️ Зеленский запросил переговоры с Путиным || Срочная эвакуация в Украине 20 часов назад
    ⚡️ Зеленский запросил переговоры с Путиным || Срочная эвакуация в Украине
    Опубликовано: 20 часов назад
  • Невидимая Империя 7 тайн армянского народа, которые объясняют всё 1 день назад
    Невидимая Империя 7 тайн армянского народа, которые объясняют всё
    Опубликовано: 1 день назад
  • Sayedna Gohar Shahi Ka Pakpattan Mein Rouhani Khitab | ALRA TV 7 лет назад
    Sayedna Gohar Shahi Ka Pakpattan Mein Rouhani Khitab | ALRA TV
    Опубликовано: 7 лет назад
  • Qur’an Ke Chhupe Huway 10 Paaray | Younus AlGohar | ALRA TV 2 года назад
    Qur’an Ke Chhupe Huway 10 Paaray | Younus AlGohar | ALRA TV
    Опубликовано: 2 года назад
  • Chand Mein Insani Tasveer Ka Raaz!!! 4 года назад
    Chand Mein Insani Tasveer Ka Raaz!!!
    Опубликовано: 4 года назад
  • Mein | Episode 2 (Eng Sub) 14 Aug 2023 | Wahaj Ali | Ayeza Khan | ARY Digital 2 года назад
    Mein | Episode 2 (Eng Sub) 14 Aug 2023 | Wahaj Ali | Ayeza Khan | ARY Digital
    Опубликовано: 2 года назад
  • ЕНОХ: Великаны и Стражи (Фильм) 1 месяц назад
    ЕНОХ: Великаны и Стражи (Фильм)
    Опубликовано: 1 месяц назад
  • Rouhaniyat Mein Mushkilat aur Dimaghi Tawazun | Younus AlGohar | ALRA TV 2 года назад
    Rouhaniyat Mein Mushkilat aur Dimaghi Tawazun | Younus AlGohar | ALRA TV
    Опубликовано: 2 года назад
  • Mere Dil Par Bhi Sarkar Gohar Shahi Ki Tasweer Aa Jaye | Jashan e Shahi 2021 3 года назад
    Mere Dil Par Bhi Sarkar Gohar Shahi Ki Tasweer Aa Jaye | Jashan e Shahi 2021
    Опубликовано: 3 года назад
  • Трамп очень зол/Медведев о «конце» Зеленского/Вагенкнехт и образ врага/Казахстан против ЛГБТ 19 часов назад
    Трамп очень зол/Медведев о «конце» Зеленского/Вагенкнехт и образ врага/Казахстан против ЛГБТ
    Опубликовано: 19 часов назад
  • Gohar Shahi chapter closed | Owais Rabbani | Main Aur Maulana 1 год назад
    Gohar Shahi chapter closed | Owais Rabbani | Main Aur Maulana
    Опубликовано: 1 год назад
  • КУСТО УВИДЕЛ ЧТО СКРЫВАЛИ НА ДНЕ БАЙКАЛА! О ЧЕМ МОЛЧАЛ СССР? 2 недели назад
    КУСТО УВИДЕЛ ЧТО СКРЫВАЛИ НА ДНЕ БАЙКАЛА! О ЧЕМ МОЛЧАЛ СССР?
    Опубликовано: 2 недели назад
  • Surah Rahman With Urdo Translation | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | Ayat e Quran 1 час назад
    Surah Rahman With Urdo Translation | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | Ayat e Quran
    Опубликовано: 1 час назад
  • Chand Par Kis Ki Shabeeh Aa Sakti Hai? | Younus AlGohar | ALRA TV 1 год назад
    Chand Par Kis Ki Shabeeh Aa Sakti Hai? | Younus AlGohar | ALRA TV
    Опубликовано: 1 год назад
  • Sayedna Gohar Shahi Ka Imam Bargah Mein Khasoosi Khitab | ALRA TV 7 лет назад
    Sayedna Gohar Shahi Ka Imam Bargah Mein Khasoosi Khitab | ALRA TV
    Опубликовано: 7 лет назад
  • Sarkar Gohar Shahi Kahan Se Aaye Hain? | Younus AlGohar | ALRA TV 2 года назад
    Sarkar Gohar Shahi Kahan Se Aaye Hain? | Younus AlGohar | ALRA TV
    Опубликовано: 2 года назад
  • Zikr E Qalbi Ki Fazilat!!! 6 лет назад
    Zikr E Qalbi Ki Fazilat!!!
    Опубликовано: 6 лет назад
  • Imam Mahdi Ka Zahoor Kab Hoga Nishani Pechan Aur Amad Ki Sahi Tareekh 3 года назад
    Imam Mahdi Ka Zahoor Kab Hoga Nishani Pechan Aur Amad Ki Sahi Tareekh
    Опубликовано: 3 года назад
  • ОН ВИДЕЛ КАРТУ — И ЗАМОЛЧАЛ. СТАРЕЦ ИОНА ОДЕССКИЙ ВИДЕЛ ТОЧКУ НЕВОЗВРАТА ДЛЯ УКРАИНЫ И РОССИИ! 1 день назад
    ОН ВИДЕЛ КАРТУ — И ЗАМОЛЧАЛ. СТАРЕЦ ИОНА ОДЕССКИЙ ВИДЕЛ ТОЧКУ НЕВОЗВРАТА ДЛЯ УКРАИНЫ И РОССИИ!
    Опубликовано: 1 день назад
  • Musalman Se Momin Bannay Ka Safar | By Younus AlGohar 7 лет назад
    Musalman Se Momin Bannay Ka Safar | By Younus AlGohar
    Опубликовано: 7 лет назад

Контактный email для правообладателей: [email protected] © 2017 - 2026

Отказ от ответственности - Disclaimer Правообладателям - DMCA Условия использования сайта - TOS



Карта сайта 1 Карта сайта 2 Карта сайта 3 Карта сайта 4 Карта сайта 5