У нас вы можете посмотреть бесплатно अब्दुल वकील के मीठे आवाज़ में सुने || Jail me Likha hua Ye Kalam Hai || Abdul wakil Mubarakpuri Naat или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
अब्दुल वकील के मीठे आवाज़ में सुने || Jail me Likha hua Ye Kalam Hai || Abdul wakil Mubarakpuri Naat Abdul wakil naat New Latest Naat 2024 Abdul wakil Mubarakpuri Ki new Naat Abdul wakil ki naat Chandni raat hai aur pichhla pahal dono Alam ke Sarkar aa jaiye Behre Deedar Mushtaq Hai Har Nazar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Chandni Raat Hai Aur Pichla Pahar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Sidratul Muntaha Arsho Baagh E Iram Har Jaga Par Chuke Hain Nishane Qadam Ab To Ik Baar Apne Ghulamo Ke Ghar Dono Alam Ke Sarkar Ajaiye Ab To Ajaiye Ab To Ajaiye Mere Gulshan Ko Ik Baar Mehkaiye Apne Jalwo Ki Baarish Me Nahalaiye Deeda E Shauk Ko Kijiye Paarwar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Saamne Jalwagar Paikar E Noor Ho Munkiro Ka Bi Sarkaar Shak Door Ho Karke Tabdeel Ik Din Libaas E Bashar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Shaam E Umeed Ka Ab Sawera Huwa Suu E Taiba Nigaho Me Dera Huwa Bichh Gaye Raah Me Farsh Qalb O Jjigar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ta Abad Apni Kismat Pe Nazaan Rahe Khak Ho Jaye Fir Bhi Farozan Rahe Dil Ki Bazme Tamanna Mein Eek Bar Agar Donon Aalam Ke Sarkar Aa Jaeeye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Aakhari Wakt Hai Ek Bimaar Ka Dil Machal Ne Laga Shoke Deedar Ka Buj Na Jaaye Kahin Ye Charage Sahar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Shaam E Ghurbat Hai Aur, Sheher Khamosh Hai Eik Arhsad Akela Kafan Poshhai Khauf Ki Hai Ghari Waqt Hai Purkhatar Dono Aalam Ke Sarkar Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye Ab Toh Aa Jayiye