У нас вы можете посмотреть бесплатно Door to Door Awareness + Banners | No More Kachra on Roads!” или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Sabzazar ki galiyon se kachra khatam karne ka waqt aa gaya hai! 💚 Aaj #CleanLahoreMission Sabzazar mein zoron se jaari! Humari dedicated teams door-to-door ja kar har ghar tak paighaam le kar ja rahi hain: “Apne ilaqe ko saaf rakhna hamari zimmedari hai!” 🏃♂️ Door-to-Door Awareness Drive Har ghar mein knock kar ke logon ko kachre ka sahi tareeqe se dispose karne, polythene bags na istemaal karne aur apne mohalle ko saaf suthra rakhne ki taleem di ja rahi hai. 🎀 Banners & Posters Campaign Mukhtalif chowk aur galiyon mein attractive banners laga kar sab ko yaad dilaya ja raha hai: “Road pe kachra nahi, Sabzazar ko saaf rakhna hai!” Aaiye sab milkar Sabzazar ko Lahore ka sabse saaf suthra ilaqa banayein! Apna kachra uthayein, dustbin mein daalein aur dosron ko bhi motivate karein. No More Kachra on Roads! Sabzazar Saaf – Lahore Saaf! 🏃♂️✨ #CleanLahoreMission #SabzazarSaafHai #NoMoreKachra #GreenLahore #ApnaLahoreSaafRakhain