У нас вы можете посмотреть бесплатно Perfect Dairy Shed Kaisa Hota Hai? | Expert Review With Dr. Sahib | Pakistan Dairy Farming или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Assalam-o-Alaikum Dosto! 👋 Aaj hum le kar aaye hain ek informative video jisme hum ne visit kiya ek dairy farm shed, jahan mere sath mojood hain Dr. Sahib, jo ek dairy farming expert hain. Is video mein Dr. Sahib ne shed ke har hissa ko detail mein explain kiya — 👉 Shed ki kamiyaan (mistakes) batayi gayi hain 👉 Aur sath hi shed ki khoobiyaan (best points) bhi share ki gayi hain Agar aap apna dairy farm setup kar rahe hain ya apne shed ko improve karna chahte hain, to yeh video aapke liye bohot zaroori hai. Is video mein hum discuss karte hain: Dairy shed ki planning aur design Ventilation aur light management Water aur drainage system Animal comfort aur hygiene Shed construction ke practical tips 💡 Har dairy farmer ko yeh video dekhni chahiye taake wo apne farm ko aur behtar bana sake aur production barha sake. 📺 Channel: Pakistan Dairy Farming 🔔 Subscribe karein aur bell icon press karein taake aapko milti rahein dairy farming ke professional tips aur latest updates! 👇 Watch, Learn & Improve Your Farm! Dr Hassan mustafa 03306210210