У нас вы можете посмотреть бесплатно Na Mehram Aurat Se Free Hona Kya Jaiz Hai? | Mufti Tariq Masood Bayan | Islamic Guidance или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Na mehram aurat se free hona, be-takalluf baat cheet, hansna bolna aur phone ya social media par close relation rakhna — kya Islam iski ijazat deta hai? 🤔 Is aham bayan mein Mufti Tariq Masood ne Qur’an aur Hadith ki roshni mein wazeh taur par bayan kiya hai ke na mehram aurat ya mard ke sath kis had tak baat cheet jaiz hai aur kahan gunah shuru hota hai. Aaj ke modern daur mein free mixing, chatting, calls aur dosti ko normal samjha jata hai, lekin Islam humein haya, parda aur hudood ka hukm deta hai. Is bayan ko zaroor suniye taake: Na mehram ka matlab samajh saken Free hona kyon ghalat hai Shaitan kis tarah waswasy dalta hai Apni zindagi ko gunah se kaise bachaya jaye 📌 Ye bayan har jawan larka larki, shadi shuda aur parents ke liye bohat zaroori hai. 👉 Video ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein 🔔 Bell icon dabana na bhoolen taake naye bayanaat sab se pehle milen Channel: Kiran Jahaa Islamic Studio