У нас вы можете посмотреть бесплатно IZZAT AUR ADAB RESPECT IN CONVERSATION | Aadaab-e-Guftagu Episode 03 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#IZZAT AUR #ADAB #RESPECT IN #CONVERSATION 📢 #ConnectUmmahFoundation #GuftaguKeAadab #IslamicEtiquette #Effective#Communication #Quiz Form #link description ke aakhir mein diya gaya hai. 🎙 *Aadab-e-Guftagu – Episode 3: Guftagu Mein Izzat aur Adab | Respect in Conversation.* 👋 *Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu!* Har guftagu sirf alfaaz ka majmua nahi hoti, balki ek aaina hai jo hamari shanakht aur akhlaq ka izhar karta hai. Islam sirf bolne ka hukm nahi deta, balki ek nizaam sikhata hai ke kab, kahan, kaise aur kis lehje mein guftagu ki jaye. Uski sahi rehnumayi bhi karta hai. is program ke speaker hai Advocate Faiz Syed. 💡 *Aaj Hum Kya Seekhne Wale Hain?* 📌 Guftagu ke asal aadab: Zuban ka behtareen istemal ka tareeqa 📌 Achi baat ka behtareen asar: Mukhtalif halaat mein guftagu ka sahi tareeqa 📌 Quran aur Sunnah ki roshni mein bolne ke usool 📌 Mukhtasir aur mudallal guftagu ka tareeqa 📖 #IslamKaPaigham ✅ *Nabi ﷺ ne farmaya:* "Muslim woh hai jiski zuban aur haath se doosre mehfooz rahein." (**Sahih Bukhari**) ✅ *Quran mein likha hai:* "Aur mere bandon se keh do ke woh sabse behtareen tareeke se guftagu karein." (**Surah Al-Isra 17:53**) ✅ Achi guftagu sirf ilmi aur samajhdari bhari nahi hoti, balki behtareen niyat aur husn-e-akhlaq bhi zaroori hai. 🎙 *Speaker:* 🔹 *Advocate Faiz Syed* – Islamic Speaker & Social Reformer Advocate Faiz Syed is a renowned Islamic speaker, social reformer, and founder of the Islamic Research Centre (IRC). He delivers insightful lectures on Islam, social issues, and personal development. His speeches promote Islamic teachings, unity, and social welfare. Follow for authentic Islamic knowledge and guidance. 🎯 *#Maqsad* Guftagu ke asal aadab ko samajhna aur apni zindagi ka hissa banana, taki hum ek dusre se behtareen tareeke se raabta qaim kar sakein. 🎁 *#SawalatAurInaam* Har episode ke aakhir mein 3 sawal pooche jaayenge. Sahi jawab dene wale jeet sakte hain: 🏆 *1st Prize:* ₹15,000 Cash 🎁 *2nd & 3rd Prize:* ₹10,000 ke Gift Hampers! 📢 *#AajKeQuiz Ke Sawal:* 1️⃣ Quran ke Mutabik Guftagu mein izzat aur adab kaise rakha jaye? 2️⃣ Nabi Kareem (SAW) Ne buzurgon ke izzat ke bare mein kya farmaya? 3️⃣ Teachers ke saath Izzat aur adab ka Maqaam kya hai? 📌 *Watch Now:* /@connectummahfoundation 🔗 *Website:* [www.connectummah.in] 📘 *Facebook:* /connectummah.in 📸 *Instagram:* /connectummah.in 🔹 *Guftagu ek hunar hai jo behtareen bana sakta hai ya bigaad sakta hai – sahi tareeqa seekhna zaroori hai!* Toh jude rahiye hamare saath iss behtareen safar jaha aap apni guftagu ke saath-saath apni shaqsiyat (personality) ko bhi behtar banaye. 🤲 #IslamicTeachings #IslamicEtiquette #Dawah 🔗 *Submit Your Answers Here:* [https://forms.gle/BJwVgf89MLiggKxK9]