У нас вы можете посмотреть бесплатно Gurr Wali Chaye By Amrood Food Secrets или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
gud wali chai Jo ke amrud hotel ne khud banai hai aap is chai ko pienge aapko bahut maja aaega is chai ke andar Maine sabse pahle ek cup Pani lekar, use ek patili mein dalkar acchi Tarah ubal liya tha uske bad Maine usmein chai ki Patti jokar kiniya se mangvaee thi bahut jabardast kism ki pati Thi usko andar Dal Diya usko dalne ke bad jab uske andar ubala a Gaya FIR Maine Kya Kiya ke andar gud ki ek peshi Dal di, FIR Maine usko acchi Tarah hilaya hilane ke bad uske andar gud ko Sara mix kar diya jab gud acchi Tarah andar mix Ho Gaya HAL Ho Gaya FIR Maine usko ubalne se kam kar diya Mera matlab ki maine aag ko kam kar diya jab aag andar kam ho gai FIR Maine uske andar dudh ka aadha dabba Dala asal mein yah dudh nahin tha yah ti whitener tha Jo ki maine istemal kiya uska aadha dabba ek cup chai ke liye Kafi hota hai agar aap chhota kab chai banaa Rahe Hain To fir aap uske andar quarter dudh ka dabba Dal de jab dudh Dal denge FIR acchi Tarah ubalna hai ki gud ka aur pati ka rang chai ko a jaaye inshallah aap yah TRAI karenge aapko bahut maja aaega video dekhne ka bahut shukriya channel ko subscribe karna mat boliyega jazakallah