У нас вы можете посмотреть бесплатно CIGARETTE - Farhan Khan (Prod.by Mr. Doss) ALIF LAILA THE ALBUM или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
ALIF LAILA (The Album) Track 4: Cigarette Cigarettes Ashes and Secrets Cigarette portrays Alif's heartbreak and escape through cigarettes, symbolizing both comfort and self-destruction. Torn between love and loss, he romanticizes his addiction as a way to cope with his inner pain. Written, Composed & Performed by Farhan Khan Produced By Mr. Doss vocal mixed by Deetocks Mixed & Mastered by Abhishek Ghatak Executive Producer/Manager: Zain Syed (Xaen) / Obskur Talents Business Enquiries: [email protected] Directed by Sujit Rao, Tejas Bane & Farhan Khan Story/Concept - Farhan Khan DOP - Hardik Ranavshe Laila Kazmi - Pho Alif Abbas Qadri - Farhan Khan Hamza Yakub - Arnav Pathak Hamza friends - Akshay, Anmol, Divyanshu Zaen Edit - Bhavesh Thakur DI Colour Correction - Samarth Shirke Video EP - Pranav Lokhande Line Producer - Ajay Gupta, Akshay Gujjar Hair & Make Up - Mansi Project Manager - Zain Syed A&R - Gaurav Sharma Production Team - Divyanshu, Maddy & Anmol Special Thanks to Birali Heights Jodhpur Video by What Are The Odds Production/Up In The Air Stream Alif Laila (Part 2) on your favorite streaming platform : ♫ Spotify: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai... ♫ Apple Music: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai... ♫ JioSaavn: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai... ♫ Amazon: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai... ♫ YouTube Music: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai... ♫ Gaana: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai... Lyrics: Seene se saansein na nikle Pahuncha de dhuan taaki nikle wo bahar Dhuen se sab kar dete dhundhla Hai dar, na wo padh le ye chehre ka haal Na lagti ab bhook par kha lete khaana Bahana hai peene ka khaane ke baad Ham marte har waqt Bas peene ke waqt ham thoda sa jee lete sahab Wo kehte "Mohabbat wahi jisme aashiq bichad jaate Rehte na saath" Aur meri mohabbat ka haal ki hothon se choote hi ho jaati raakh Maachis ki tili ko chu lu to jal jaati ho jaati mujhse naraaz Phir chum ke samjhata mar jaata kab ka Par teri talab to bacha li hai saans Ab mujhko bas tera hai saath Bewafa tu bhi na ban jaana yaar Maana ki jab bhi ham milte mein choota hun tujhko Par pakeezah hai mera pyaar Haan tujhse hi milta sukoon Warna khatam hoti kaise ye raat? Kaise bhulata mein Laila ko Jab tak bulati na tere tu mujhko yun paas Ab mere kameezon se tere badan ki Ye khushboo na ghar ko pasand Par kaise bataun ki ungli ko tu na pakadti To chal paate hargiz na ham Haan kaise nikalte ham khud ke khayaalon se Phas jaate mar jaate hum Jo tu na chamakti andheron me jal ke To khud ke hi saayon se dar jaate ham Toh hona nai mujhse yun door Tere liye todi hain saari hai kasmein Maara hai Laila ne Par le leta saans jab leta hun kash mai Laila thi bas khaali dil me Tu mere khoon me tu meri nass me Kehte hain marne ke baad bhi zindagi Hona dafan saath meri qabar me Dhuen ke bana ke baadal So rahe lapete baadalon ki chaadar Jala rahe khud ko ho chuke hain paagal Ab zindagi hai cigarette (Cigarette) Dhuen ke bana ke baadal So rahe lapete baadalon ki chaadar Jala rahe khud ko ho chuke hain paagal Ab zindagi hai cigarette Padhta hai chup-chup ke milna "Ye rishte na-jaayiz hai" kehte hain log Kehte ki Majnu ko patthar padhe hain akkal pe Khareede ye paiso se maut Par kaise khareede mohabbat ko koi? Paise nahi yahan nazraana dost To Laila ke jaate hi mar gaya Majnu Mein jal raha mujh ko tu parwana bol Aur dhuan ye saanson ki maala hai Sambhalu ki haathon se chute na Mein pal me bikhar jaunga Toh darr hai ki maala ye galti se toote na Jo tootegi maala agar To marne ke baad khuda mujhse puchega "Bande bata teri kya hai Raza?" Mein hans ke kahunga "Ye banda bas phookega" Na Jannati chahta libaas Na hoorein, na peena mein chahta sharaab Hai nafrat sharaab se Behkati mujhko le jaati hai Laila ki galliyon ke paas To khaali hai dhuan Ye aisa hai rakhta daba ke jo seene me raaz Warna ye kambakht paimana aisa Ki jhoota bana de ye peene ke baad Aur chor do mere tum haal pe Koi na aake bhi mujhko salah do Jo itni hai meri fikar To aa ke khali mera sutta jala do Wo bahut hai mere liye Ye zindagi maut hai mere liye Na maut ka darr Bas jo bachi saansein wo saansein bhi jodh li tere liye Toh hona nai mujhse yun door Tere liye todi hain saari hai kasmein Maara hai Laila ne Par le leta saans jab leta hun kashmein Laila thi bas khaali dil me Tu mere khoon me tu meri nass me Kehte hain marne ke baad bhi zindagi Hona dafan saath meri qabar me Dhuen ke bana ke baadal So rahe lapete baadalon ki chaadar Jala rahe khud ko ho chuke hain paagal Ab zindagi hai cigarette Dhuen ke bana ke baadal So rahe lapete baadalon ki chaadar Jala rahe khud ko ho chuke hain paagal Ab zindagi hai cigarette Dhuen ke bana ke baadal So rahe lapete baadalon ki chaadar Jala rahe khud ko ho chuke hain paagal Ab zindagi hai cigarette Digital Partner :- Believe Artist Services For Licensing inquiries: Email:- [email protected] #aliflaila #farhankhan #cigarette