У нас вы можете посмотреть бесплатно Surah Al - Buruj (سورۃ البروج) Soul touching recitation of Surah Burooj | with English and Urdu или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Surah Al - Buruj (سورۃ البروج) Soul touching recitation of Surah Burooj | with English and Urdu 85 Surat Al' Buruj Ayat 01"22 🎙️ Best Voice Qari Ali Official ---------------------------------------------------------------------------------- 00:00 intro 00:04 Start Surah Burooj 00:13 qasam hai burjon walay aasman ki , 00:21 aur uss din ki jiss ka wada kiya gaya hai , 00:26 aur hazir honey walay ki aur uss ki jiss kay paas log hazir hon , 00:33 kay khuda ki maar hai unn khandaq ( khodney ) walon per 00:38 uss aag walon per jo endhan say bhari hoi thi , 00:45 jab woh uss kay paas bethay thay , 00:52 aur woh emaan walon kay sath jo kuch ker rahey thay , uss ka nazara kertay jatay thay . 01:01 aur woh emaan walon ko kissi aur baat ki nahi , sirf iss baat ki saza dey rahey thay kay woh uss Allah per emaan ley aaye thay jo baray iqtidar wala , boht qabil-e-tareef hai . 01:16 jiss kay qabazay mein saray aasmano aur zameen ki saltanat hai . aur Allah her cheez ko dekh raha hai . 01:32 yaqeen rakho kay jinn logon ney momin mardon aur momin aurton ko zulm ka nishana banaya hai , phir tauba nahi ki hai , unn kay liye jahannum ka azab hai , aur unn ko aag mein jalney ki saza di jaye gi . 01:58 jo log emaan laye hain , aur unhon ney naik amal kiye hain , unn kay liye beyshak ( jannat kay ) aesay baaghaat hain jinn kay neechay nehren behti hain . yeh hai bari kamiyabi ! 02:23 haqeeqat yeh hai kay tumharay perwerdigar ki pakar boht sakht hai . 02:32 wohi pehli martaba peda kerta hai aur wohi dobara peda keray ga . 02:40 aur woh boht bakhshney wala , boht mohabbat kernay wala hai , 02:46 arsh ka malik hai , buzurgi wala hai , 02:51 jo kuch irada kerta hai , ker guzarta hai . 02:57 kiya tumharay paas unn lashkaron ki khabar phonchi hai . 03:03 firon aur samood ( kay lashkaron ) ki-? 03:08 iss kay bawajood kafir log haq ko jhutlaney mein lagay huye hain , 03:16 jabkay Allah ney unn ko gheray mein liya huwa hai . 03:25 ( unn kay jhutlaney say Quran per koi asar nahi parrta ) balkay yeh bari azmat wala Quran hai , 03:33 jo loah-e-mehfooz mein darj hai . ---------------------------------------------------------------------------------- Your Queries Surat Al Buruj Surat Al Burooj surah burooj Surah Burooj Surah Al Burooj Surah Burooj Beautiful Recitation Surah Burooj Stunning Recitation Surah Burooj With Urdu Translation Surat Al Burooj With Urdu Translation Surah Burooj Qari Ali Official Surah Burooj 5 Times Surah Burooj 5x Surah Burooj ki tilawat Surah Burooj Tarjuma ke sath Quran Quranepak Islamic Video Viral Video Tilawat New tilawat Learn Quran Surah Burooj Buruj #surahburooj #surahburuj #surahalburooj #surah #suratalburuj #burooj #buruj #surah #tilawat #surahburoojkitilawat #surahburoojkifazilat #new #islamicvideo #surahburujwithurdutranslation #surahburoojwithurdutranslation #newtilawat #buroojsurat #surahburooj10x #surahburooj10times #viralvideo #viral #foryou #learning #@QariAliOfficial7000