У нас вы можете посмотреть бесплатно Udaipur Day 2 Vlog | Baahubali Hills & Monsoon Palace | Rain, Memes & Madness😂 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Day 2 ki shuruaat hoti hai Udaipur ke famous Baahubali Hills se, jahan se Badi Lake aur Aravalli Hills ka itna killer view dikhta hai ki lagta hai drone shot real life mein dekh rahe ho. Wahan se nikal ke hum pahunchte hain hilltop Monsoon Palace (Sajjangarh), jo Udaipur ko upar se pura 360° royal look mein dikhata hai. Plan tha aur bhi jagah explore karne ka, lekin beech mein aisi baarish shuru ho gayi ki hum literally sir se paon tak bheeg gaye aur aage ka poora itinerary rain ne cancel kar diya. Lekin yahi twist iss vlog ko aur mast bana deta hai, kyunki rain vibes ke saath-saath maine ismein bahut saare memes, funny moments aur candid scenes daale hain jo aapko end tak hansa-hansa ke rakhenge. So Agar aapko travel vlogs, Udaipur vibes, Baahubali Hills aur Monsoon Palace jaise locations pasand hain, to ye video full paisa vasool hai. Vlog accha lage to LIKE, COMMENT & SUBSCRIBE zaroor karna, aur comment section mein batana – tumhe sabse best kya laga: Baahubali view, Monsoon Palace ya baarish wala chaos? #UdaipurVlog #BaahubaliHills #MonsoonPalace #UdaipurDiaries #TravelVlog #RainVlog #MemeVlog #RajasthanTourism #LakeCity #IncredibleIndia Background Music Credits 👇🏻 1. • 'PK Dance Theme' FULL AUDIO | PK | Aamir K... (T-series) 2. • Meethi Boliyaan Full Video - Kai Po Che|Su... (SonyIndiamusicvevo) 3. • AfroMelo-1 4. • Lyrical : Taare Zameen Par (Title Song) |... (T-series)