У нас вы можете посмотреть бесплатно Jana waterfall & Naggar Castle- Manali (Jab We Met movie was shot here) | MANALI | JANA LOCAL FOOD или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
All VIDEOS SHOT WITH MOBILE AND GOPRO 7 BLACK ONLY.. No Dslr...!!! 😊 My Manali Trip Highlights Video link :- 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 • MANALI TRAILER | 4K Ultra HD 👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆 ----------------------------------------------------------------------------------------------------------- In this Vlog I have shared my experience of visiting Jana Waterfall, Naggar Castle, Gayatri Temple & Shiv Temple. Gayatri Mata ka mandir or Shiv Mandir Jagatsukh village me hai jo ki pehle Manali ka capital tha or Abhi Kullu ka sabse bada village hai Is mandir me Gayatri mata ki marble ki murti hai or mandir me ladki par bareek or sundar karigari ki gayi hai.iske peeche ka Shiv Mandir Shikhara style me bana hai.Aesa Kaha jata hai k ye mandir 5000 saal purana hai or Pandavo k samay me banwaya gaya tha. NAGGAR Castle k 1 part ko Himachal Tourism department ne 1 heritage hotel me convert kiya hai. Aap chahe to yaha stay bhi kar sakte. Yaha ki balcony se aspas ka view bahut hi khoobsurat hai and aap puri NAGGAR valley ko yaha se dekh sakte hain. Room economy and luxury category k hain and standard room ka cost 2400 se 4500 tak vary karta hai. Hotel The Castle wood and Stones se bana hai or western Himalayan architecture ka behad hi Khoobsurat example hai. Famous Bollywood song from the movie Jab we met-“Ye Ishq haaye” ki shooting NAGGAR castle me hui thi. Iske alawa yaha bahut si movies ki shooting bhi hui hai-jaise Tere Naal Love ho Gaya, Roza, The Hero or kuch series and South Indian films ki bhi. NAGGAR castle k courtyard me ek temple bhi hai Jise Jagatipatt temple kehte hai.Ye mandir k bare me ek rochak katha hai k isme jo Patthar hai vo madhumakkhiyo Dwara laaya gaya tha jo k Devi Devtaon ka avtaar thi. Yaha k locals natural calamity jaise k earthquake k samay yaha ekatrit(ekattha) hote hain or Pooja Archana kar k samasya ka Samadhaan nikalte hai. ----------------------------------------------------------------------------------------------------------- Music in this video :- Epidemicsound Sound Link :- https://www.epidemicsound.com/referra... ----------------------------------------------------------------------------------------------------------- DO message me on Instagram ,Facebook and Gmail , if you are liking my work or have any questions . Instagram : / tauseef.tas. . Facebook : / tauseef.yo Gmail : travelwithtauseef@gmail.com