У нас вы можете посмотреть бесплатно Shree Vishnu Chalisa - God Vishnu Chalisa || Chalisa Sangrah With Subtitles || Chalisa 2015 или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
Chalisa is a form of a prayer in Hinduism, in which there are forty verses in praise of the God. Chalisa of different deities are very popular among devotees and it is believed that a common man can get the blessings of his deity (God) by reciting the Chalisa with devotion. The chalisas are in Hindi and hence anyone can pronounce them easily, whereas the mantra are in Sanskrit and are difficult for common man to recite. In holydrops.com chalisa in hindi and english are provided for all the deities. Chalisa Lyrics are provided in Hindi for easy pronunciations. Chalisa video and mp3 are also provided here ||Sri Vishnu Chalisa|| Shree Vishnu Suniye Vinay, Sevak ki chit laye, Keerat Kuch Varnan Karoon, Dijiye gyan Batay. Namo Vishnu Bhagwan kharari, Kashat Nashavan Akhil Bihari; Prabal jagat mein shakti Tumhari, Tribhuvan phail rahi ujiari. Sunder roop manohar surat, saral swabhav mohini murat; tann par pitambar ati sohat, vaijanti mala man mohat. shankh Chakra kar gada biraje, dekhat daitya asur khal Bhaje; satya dharm mad lobh na gaje, kam krodh mad lobh na chaje. Santbhakt sajjan manranjan, danuj asur dushtan dal ganjan; sukh upjaye kasht sab bhanjan, dosh meetay karat jan sajjan. Pap kaat bhav sindhu utaaran, kasht naashkar bhakt ubaaran; karat anaek roop prabhu dhaaran, keval aap bhakti ke kaaran. Dharani denu ban tumahi pukara, tab tum roop Ram ka dhara; bhaar utaar asur dal Maara, Ravan aadik ko sanhara. Aap Varah roop banaya, Hiranyaksh ko maar giraya; dhar Matasya Tann Sindhu Mathaya, Chodaha Ratann ko Niklaya. Amilak asuran dvand machaya, Roop Mohini aap dikhaya; Devan ko Amrit paan karaya, asuran ko chavi se behlaya. Koorm roop dhar Sindhu machaya, Mandrachal giri turant uthaya; Shankar ka tum phand chudaya, bhasmasur ko roop dekhaya. Vedan ko jab asur dubaya, kar ke prabandh unhein dundhvaya; mohit Bankar khalhi nachaya, ushi kar se bhasm karaya. Asur jalandhar ati baldai, Shankar se un Keenh ladai; Haar Paar Shiv Sakal banai, Keen Sati se chal khal jai. Sumiran Keen tumhein Shivrani, Batlai sab vipat kahani; tab tum bane munishwar gyani, vrinda ki sab Surati bhaulani. Dekhat deen danuj shaitani, Vrinda aaye tumhe laptani; Ho Sparsh dharm kshati maani, hna asur ur Shiv Sailani. 1 Tumne Dhruv Prahlad Ubare, Hiranyakush aadik khal mare; ganika aur ajaamil taare, bahut bhakt bhav sindhu uatre. Harhu sakal santap hamare, kripa karhu Hari sirjan haare; Dekhu main Nit darsh tumhare, deen bandhu bhaktan hitkaare. Chahat aapka sevak darshan, karhu daya apni Madhusudan; jaanu nahi yogya jap pujan, hoy yagy stuti Anumodan. Sheel daya santosh sulakshan, vidit nahi vratbodh vilakshan; karhu aapka kis vidhu pujan, Kumati vilok hot dukh bheeshan. Karhu pranam kaun vidhi sumiran, kaun bhanti mein karhu samarpan; Sur muni karat sada sivkai, harshit rahat param gati pai. Deen dukhin par sada sahai, nij jan jaan lev apnai; paap Dosh Santaap nashao, bhav bandhan se mukt karao. Sut sampati de sukh upjao, nij charanan ka daas banao; Nigam Sada ye vinay sunave, padein sune so jan sukh paavein.