У нас вы можете посмотреть бесплатно Mahabali Hanuman - Vayuu | RamBhakt Hanuman | Shree Ram | Hindi Rap или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Mahabali Hanuman - Vayuu | RamBhakt Hanuman | Shree Ram | Hindi Rap _________________________________________ हनुमंत सदा सहायते 🚩🚩🚩 👉 Artist :- Vayuu 👉 Song :- Mahabali Hanuman 👉 Prod/Mix/Master :- Vayuu 👉 Poster/Video :- Rk Editz All Credit Goes To Prabhu Ji Follow Vayuu on Instagram ❤️🩹👇 Instagram :- / vayuumusic ______________________________________ Lyrics👇 Yogiyo ke bhi param yogi vo swayam rudra avatar jo hain gada se tharra jaata hain ambar unsa na bal kisi bhuja mein hain dayavaan vo itne bhakto pe aane na dete hain kabhi kharoch hota yadi jo adharma to lahu ki nadiya ko paaye na kaal bhi rok Mahasagar ek kood pe laanghe hamuna vo Lanka ko jo shamshan bana de hanuman vo chaati cheer siya ram dikhlaade hanuman vo - mrityu ko maat jo deke praan louta de hanuman vo Bal ka na maan tabhi bal hain anant anumati unki le saare nakshatra devta jhukaaye sir aise hanumat indra ka vajra bhi kare dandvat surya ko nigalte, vaiyu se tez chale, bhay or pap ko rakhe pairo tale un aage chhal, bal sab hain vifal, jaha bhajo ram naam hanuman waha mile Somya paksh hain ugra paksh bhi 12 varsha maa tap ki den unke adesh ko paake bal bhi nritya karta mahabali vo hain 4 yoga mein ajar amar mahaveer bhakti ke janmdaata ram dharma hain kintu us dharma ki chaaro deewar hain hanumana Bhoot bhavishya or vartmaan, in teeno me jhaanke jo ek saath- is srtisti me aisi na dristi koi ye dristi hain jinpe vo hanuman Jwala bhati astitva dhadhakta bhujao me parvat hi jhalakta ram naam prataap sa tez paav dhare pataal dhamakta Hook :- Mahaveer, mahaveer mahaveer hanuman 4 yugo me amar hain naam, hrdiye me rakhte jai shree ram mahaveer, mahaveer mahaveer hanuman aaju na baju na bhoot pishaach, de 100 rava ko bhi pachaad (X2) Verse:- Ravan sa na mahan yodhha, na gyaani tapasvi koi nahi- vo bhajta tha mahadev sada, mahadev swayam bajrangbali lanka jab the pahuche hanumat chhota pad gaya ravan bhi mahaveer ke roop viraat se hasti mit gyi 10 sir ki Jaha adharmi kaalnemi ho vaha mile hanuman jaha pale dashanan ka aham vaha gada liye hanuman jaha daas pukaare ram kripa tatkaal prakat hanuman jaha asur kare manavta bhang waha trahimaam hanuman Treta nahi aaj yahin par vo saath sabhi ke chalte har kshna vo chale disha gati me kanpann ho apne to sang marunti nandan ho rudra ka hissa vo ek brahma bhi jisko na paaye samajh asuro ki chaati de cheer laakho har raavan ko karde bhasam Hanuman hain dharma ke rakshak ram swans ka ansh bhi hain ramayan ka ant hain vo or mahabharat prarambh bhi hain janm hain, mrityu, bal hain budhi, narsingh ka stambh bhi hain agni ka taap or vajra ki garjan unka na aadi na ant bhi hain Laxman jab behosh pade to maaruti mrityu ko modey chale mritytu ka chalta vidhaan nahi Maruti jaha pe hote khade Jwala bhati astitva dhadhakta bhujao me parvat hi jhalakta ram naam prataap sa tez paav dhare pataal dhamakta Hook Repeated 🔱🚩 _________________________________ #MahabaliHanuman #Vayuu #Hindirap #Hanuman #Ram #Prabhu #Vayuurapsongs #Hanumanji #Hiphop #Sanatan #Hindu #Culture . Mahabali Hanuman by vayuu Mahabali Hanuman Rap By Vayuu hanuman chalisa Hanuman Ji rap song Vayuu Rap Mahabali Hanuman Mahabali Hanuman song by Vayuu vo hai hanuman Mahabali Hanuman powerful rap song hanuman rap song 2025 Mahaveer Hanuman song Jai shree ram hanuman ji mahabali Song Hanuman song status kaliyug vs hanuman shree ram rap song ___________________________________________ #Vayuu #Newrap #hanuman #mahabharat #ramayan #powerfullrap #sanatan #harekrishna #heyarjun #bhaktirap #newrapsong #jaishreeram #Devaurasur #emotionalrapsong #parth #HindiRap #yudhh . . © ℗ All Rights Reserved to Vayuu