У нас вы можете посмотреть бесплатно Ye kahan aa gaye hum| Amitabh Bachchan, lata mangeshkar| Sudesh Bhosale, Mona Kamat Prabhugaonkar или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Yeh kahan aa gaye hum by Sudesh Bhosale & Mona kamat Prabhugaonkar, programme at Kashinath Ghanekar auditorium, Thane Film: Silsila Original singers: Amitabh Bachchan & Lata Mangeshkar Music Director: Shiv-Hari Lyricist: Javed Akhtar Film Star: Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Sanjeev Kumar, Rekha, Shashi Kapoor Director: Yash Chopra Lyrics------- Main aur meri tanhai, aksar yeh baatein karte hain Tum hoti to kaisa hota Tum yeh kehti, tum woh kehti Tum is baat pe hairan hoti Tum us baat pe kitni hansti Tum hoti to aisa hota, tum hoti to waisa hota Main aur meri tanhai, aksar yeh baatein karte hain Yeh kahan aa gaye hum Yoon hi sath sath chalte Teri baahon mein hai jaanam Mere jism-o-jaan pighalte Yeh kahan aa gaye hum Yoon hi sath sath chalte Yeh raat hai ya tumhari zulfein khuli huyi hain Hai chandni ya tumhari nazron se Meri raatein dhuli huyi hain Yeh chaand hai ya tumhara kangan Sitare hain ya tumhara aanchal Hawa ka jhonka hai ya tumhare badan ki khushbu Yeh pattiyon ki hai sarsarahat Ke tumne chupke se kuchh kaha hai Yeh sochta hoon main kabse gumsum Ki jabki mujhko bhi yeh khabar hai Ki tum nahin ho, kahin nahin ho Magar yeh dil hai ki keh raha hai Tum yahin ho, yahin kahin ho Tu badan hai main hoon chhaya Tu na ho to main kahan hoon Mujhe pyar karne wale Tu jahan hai main wahan hoon Humein milna hi tha humdam Kisi raah bhi nikalte Yeh kahan aa gaye hum Yoon hi sath sath chalte Meri saans saans mehke Koyi bheena bheena chandan Tera pyar chandni hai Mera dil hai jaise aangan Huyi aur bhi mulayam Meri shaam dhalte dhalte Yeh kahan aa gaye hum Yoon hi sath sath chalte Majboor yeh halaat idhar bhi hai, udhar bhi Tanhai ke ek raat idhar bhi hai, udhar bhi Kahne ko bahut kuchh hai Magar kis se kahein hum Kab tak yoon hi khamosh rahein aur sahein hum Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha dein Deewar jo hum dono mein hai aaj gira dein Kyon dil mein sulagte rahein logon ko bata dein Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat hai Ab dil mein yehi baat idhar bhi hai, udhar bhi Yeh kahan aa gaye hum Yoon hi sath sath chalte Yeh kahan aa gaye hum #hindisongs #latamangeshkar #amitabhbachchan #rekhahitsongs #silsilə #lovesongs #romanticsongs #80ssongs #70shindisongs Please like comment , share the video and subscribe channel @MonaKamatPrabhugaonkar Thanks for watching .