У нас вы можете посмотреть бесплатно Isha Ke Baad Surah Kausar Parhne Ka Aisa Mojza Jo Na-Mumkin Ko Mumkin Bana De | Engineer Mirza или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Aaj main aap ke sath Surah Kausar ka ek aisa ruhani raaz share kar raha hoon jo aksar log ignore kar dete hain. Ye choti si surah hai Lekin iska asar bohat gehra aur hairan kun hai. Isha ki namaz ke baad agar Surah Kausar ko yaqeen, tawajjoh aur ikhlaas ke sath parh liya jaye Toh Allah ke fazl se Bigray kaam banne lagte hain Band darwazay khulne lagte hain Aur wo cheez jo aap ko na-mumkin lag rahi hoti hai Wo mumkin hone lagti hai. Allah Ta’ala farmata hai: “Inna a’tainakal kausar” Yani hum ne tumhein be-panah ata ki. Kausar sirf jannat ki nehar nahi Kausar ka matlab hai ➡️ Khair ki kasrat ➡️ Rizq ki kasrat ➡️ Barkat hi barkat Aur phir Allah farmata hai: “Inna shaniaka huwal abtar” Yani tumhara dushman khud hi kat jayega. Iska matlab ye hai ke Jo aap ke khilaf soch raha hai Jo aap ka nuqsan chahta hai Allah khud usay khatam kar deta hai. Bas zarurat hai ➡️ Isha ke baad 1 martaba Surah Kausar ➡️ Dil se yaqeen ➡️ Allah se umeed Is amal ko aazma kar dekho InshaAllah aap khud kahoge “Yeh waqai mojza hai” Is video ko poora zaroor dekhein Aur agar dil ko baat lag jaye Toh isay share karein Shayad kisi aur ki zindagi bhi badal jaye.