У нас вы можете посмотреть бесплатно Four Prophets who are still alive today | 4 zinda Nabi Kon hai? | Four Prophet Stories или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Four Prophets who are still alive today | 4 zinda Nabi Kon hai? | Four Prophet Stories Nazeerin! Aaj ki video mein hum baat kareinge Char Zinda Anbiya-e-Kiram ke baare mein, jo aaj bhi Allah Ta’ala ki ijazat se insano ki rehnumai aur madad kar rahe hain. Pehla Nabi: Hazrat Eesa (Alayhis Salaam) – Allah Ta’ala ne unhein qatal hone se bachaya aur woh aaj bhi zinda hain, qayamat se pehle dobara zameen par aayenge aur Dajjal ka qatl karenge. Dusra Nabi: Hazrat Khidr (Alayhis Salaam) – duniya mein insano ki hidayat aur madad ke liye zinda hain, logon ko neki aur Allah ki wahdaniyat ki dawat dete hain. Teesra Nabi: Hazrat Ilyas (Alayhis Salaam) – noorani tor par zinda hain, Ramadan aur Hajj ke mauqe par Bait-ul-Muqaddas tashreef late hain, aur logon ki madad karte hain. Chautha Nabi: Hazrat Idrees (Alayhis Salaam) – bohot si riwayat ke mutabiq zinda hain, jannat mein hain aur Allah ke zikr mein mashgool rehte hain. Yeh char Anbiya-e-Kiram aaj bhi Allah ke hukum se insano ki rehnumai kar rahe hain. Video ko like aur share karein aur channel ko subscribe karna na bhoolen. Allah Ta’ala se dua hai ke humein apni farmaanbardari mein zindagi guzarne ki taufeeq ata farmaaye, Aameen. #zulfiqarstories #islamicvideo #islamichistory #islamicstores #4zindababikaWaqiy