У нас вы можете посмотреть бесплатно Main Jalta Hoon | Tere Bin Sanam-One sided Love | Viral Hindi Love Song или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
"Main Jalta Hoon" — एकतरफा इश्क़ की आग में झुलसते उस दिल की दास्तान, जो बेइंतहा मोहब्बत करता है… Arijit Singh vibe, dard bhare lyrics, aur viral shayari lovers के लिए perfect sad love anthem. 👉 ज़रूर सुनें अगर कभी दिल टूटा है… 🎧 Best with headphones | Hindi Sad Song 2025 💔 *Main Jalta Hoon* | A Heartbreaking Tale of One-Sided Love 💔 Presenting a soul-stirring Hindi romantic song that captures the fire of ektarfa mohabbat — a feeling so deep, it burns with every breath. 🕯️ This original composition by *BBS Rickky* blends poetic sadness, intense emotion, and cinematic imagery — perfect for those who still love like the first time. Inspired by the timeless essence of *Arijit Singh*, this sad love song will touch the heart of anyone who's ever loved someone silently. 🖤 Whether you’re heartbroken, missing someone, or just need to feel something real — this song is your story. The lyrics, the melody, the pain — everything is **raw**, **real**, and **relatable**. 🎧 *Listen, feel, and share* if you've ever burned in the silence of unspoken love. 🎬 *Subscribe* for more poetic, emotional, and Bollywood-inspired sad love songs: [Your Channel Link] ✨ COMMENT below your favorite line from the song! Please tag my channel when you user my song for reel or for shorts My Insta ID - backbancho_shayari Youtube channel name is- Backbancho shayari #MainJaltaHoon #BBSRickky #SadLoveSong2025 #EktarfaIshq Lyrics Main jalta hoon Us baarish ki boondon se Jo tujhe beparwah choo jaati hai Main jalta hoon Un havaon se Jo teri zulfon ko, sehlaati hain Main jalta hoon Jab tu apne haath phailaakar, sooraj ki kirnon ko gale lagaati hai Hmmmmmmmmmmmmmaaaah Hmmmmmmmmmmmaaah Hmmmmmmmmmmmmaaaah… Main jalta hoon Us baarish ki boondon se Jo tujhe beparwah choo jaati hai Main jalta hoon Un havaon se Jo teri zulfon ko, beparwah choo ke guzarti hain Main jalta hoon Jab tu apne haath phailaakar, sooraj ki kirnon ko gale lagaati hai Ek wajah hai jo tum mile Ek wajah hai jo hum tumse mile Ek mazaak hai jo tumhein laga Ek ishq hai humein, jo mujhse tumhein hua Ek raat hai meri jo kat nahi rahi Ek raat hai teri, jo aam hai tere liye Jis mohabbat ka tujhe ilm bhi nahi Woh ishq mera sar-e-aam hai tere liye Kuch kahavatein hain Kuch muhaavare hain Ishq ko badnaam karte hue Mujhe yaqeen nahi un pe Shayad tujhe yaqeen nahi mujh par Par jaanoge tum sanam Jab hum naam lenge sirf tera Marte hue Mujhe ektarfa mohabbat hai Yeh kehne wale kahenge Jo tu bhi yeh samjhe To sanam, hum kaise zinda rahenge Ab to tu hi ishq hai Ab jeene ki, tu hi wajah hai Tum mile to sab mila Nahi to zindagi ek sazaa hai Woh pehli mulaqat aam si thi Par kuch baat to, tumne kahi thi Tujhe dekha pehli dafa, fir kuch yaad nahi Bas itna bata do Woh pehli mulaqat thi Ya tumse aakhri mulaqat wahi thi Us mehfil mein, tumsa hasin koi tha hi nahi Bas itna bata do, mujhpe tumne nishaan lagaya tha Ya nishaana Hmmmmmmmmmmmmmaaaah Hmmmmmmmmmmmaaah Hmmmmmmmmmmmmaaaah… Main jalta hoon Us baarish ki boondon se Jo tujhe beparwah choo jaati hai Main jalta hoon Un havaon se Jo teri zulfon ko, sehlaati hain Main jalta hoon Jab tu apne haath phailaakar, sooraj ki kirnon ko gale lagaati hai.... @shayaristaan_ @the_magical_thoughts @AKSHAYVLOGGER @wordsoffeeling45 @shayariforum @RIYANSHIMUSIC @sonymusicindiaVEVO @shayarnik @wishesforyouofficial @TrueStatusOfShayari @ShayariTracks @saregamaghazal