У нас вы можете посмотреть бесплатно Ziyarat Imam Musa Kazim A.S | Baghdad Mein Ahlul Bayt Ka Noorani Mazar | Roohani Safar Ki Manzil или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Assalamu Alaikum Warahmatullah, Is video mein hum le kar aaye hain aap ke liye Imam Musa Kazim A.S ki paak ziyarat ka noorani manzar. Imam Musa Kazim A.S, jo ke Hazrat Imam Jafar Sadiq A.S ke farzand aur Ahl-e-Bait ke satwein Imam hain, unka mazar-e-muqaddas Baghdad, Iraq mein waqeh hai. Yeh video aap ko le chalayga un paak maqamat par jahan se roohani sukoon milta hai aur dil ko itminan hasil hota hai. Aap dekh sakte hain: Mazar-e-Muqaddas ka khubsurat manzar Zaireen ki aamad aur ibadat Roohaniyaat se bharpoor lamhat Quran aur Zikr ki awaz mein pur-noor manazir Imam Musa Kazim A.S ne apni zindagi Islam ki khidmat, sabr aur ilm ke farogh mein guzaari. Unka maqam Ahl-e-Tashayyu ke dilon mein bohot aala hai. Agar aapko yeh video pasand aaye to like, share aur subscribe karna na bhooliye. Apni duaoon mein yaad rakhiyega. 📍 Location: Kadhmain, Baghdad, Iraq 📅 Ziyarat Waqt: Har waqt ziaraat kay liye khula rehta hai #ImamMusaKazim #Ziyarat #Baghdad #AhlulBayt #ShiaIslam #ZiyaratVideo #IraqZiyarat