У нас вы можете посмотреть бесплатно Zaroori Tha (Official Lyric Video) | Rahat Fateh Ali Khan | Back 2 Love или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Embark on a captivating journey with #Revibe of love, loss, and the bittersweet beauty of acceptance with #ZarooriTha a soulful melody by the legendary #RahatFatehAliKhan from his album #Back2Love. Zaroori Tha is a poignant song for anyone who has ever experienced the highs and lows of love. Back 2 Love is an album by Pakistani Qawwali singer Ustad Rahat Fateh Ali Khan. The album was released globally on 9 June 2014. Back 2 Love is a collection of 10 songs including collaborations with Indian musicians and singers like Salim–Sulaiman and Shreya Ghoshal. -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Credits: Singer: Rahat Fateh Ali Khan Music: Sahir Ali Bagga Lyrics:Khalil ur Rehman Movie/Album: Back 2 Love Label: Universal Music India -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Lyrics Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge Tune jab aakhiri khat mera jalaya... hoga Tune jab phool, kitabon se nikaale honge Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi Bichadna bhi zaroori tha Zaroori tha ki Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte Magar phir aarzuon ka bikharna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Bataao yaad hai tumko Woh jab dil ko churaya tha Churaai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaya tha Woh jab kehte the Mera naam tum tasbih mein padhte ho Mohabbat ki Namaazo ko qara karne se darte ho Magar ab yaad aata hai Woh baatein thi mahaz baatein Kahin baaton hi baaton mein Mukarna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka Utarna bhi zaroori tha Wahi hai sooratein apni Wahi main hoon, wahi tum ho Magar khoya huaa hoon main Magar tum bhi kahin gum ho Mohabbat mein dagha ki thi So kaafir the so kaafir hain Mili hain manzilein phir bhi Musaafir the, musaafir hain Tere dil ke nikaale hum Kahaan bhatke, kahaan pahunche Magar bhatke toh yaad aaya Bhatakna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi Bichhadna bhi zaroori tha Zaroori tha ki Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte Magar phir aarzuon ka Bikharna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka Utarna bhi zaroori tha -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Follow Us Here: Instagram: / universalmusicindia Facebook: / universalmusicindia Subscribe Now: / @universalmusicindia #Revibe #RevibeMelodies #SoulfulMusic #TimelessMelody #MusicalNarrative #HeartfeltExpressions #LoveSong #EmotionalJourney #RevibeTunes