У нас вы можете посмотреть бесплатно भारी डिमांड पर पंचायत सचिव Vs राजस्व कर्मचारी । किसमे है आगे बढ़ने का ज्यादा मौका ? или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#motivation#bssc_inter_level#biharvacancy2023 भारी डिमांड पर पंचायत सचिव Vs राजस्व कर्मचारी । किसमे है आगे बढ़ने का ज्यादा मौका ? Panchayat Sachiv Panchayat ka incharge hota hai arthat Panchayat Sarkar bhavan ka incharge hota hai parantu rajasv karmchari Panchayat Sarkar bhavan ka ek karmi hota hai. workload ka baat Karen to rajas karmchari se thoda kam work load Panchayat Sachiv ka hota hai. Panchayat Sachiv mein workload is had Tak bhi badh sakta badh jata hai ki Raat Ko bhi Apne laptop per Apne Ghar per kam karna pad jata hai kyunki is job mein ek limited time period hota hai har chij karne ka. agar ham pressure ka baat Karen to Panchayat Sachiv mein political pressure hota hai public pressure nahin hota parantu rajasv karmchari mein political pressure ke sath sath public pressure bhi kafi hota hai. Panchayat Sachiv public ke utthan ke liye uske bhalai ke liye anekon kam karte Hain ek Aisa mauka milta hai jismein Panchayat Sachiv Apne se logon ke logon ke kathinaiyon ko dur karne AVN unke suvidhaon ko Dhyan mein rakhte hue kisi karya ka decision le sakte hain yahi agar rajasv karmchari ka baat karen to vah order follower hota hai unhen jaisa order milta hai vaisa hi unhen karna hota hai. inter level job mein ya nahin level three mein Panchayat Sachiv jaisa power kisi job mein aapko nahin milega.