У нас вы можете посмотреть бесплатно Ehsaas - (Lyrics) | Faheem Abdullah, Duha Shah, Vaibhav Pani, Hyder Dar или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Ehsaas - (Lyrics) | Faheem Abdullah, Duha Shah, Vaibhav Pani, Hyder Dar ~Credits: Song name: Ehsaas Singers: Faheem Abdullah, Duha Shah Lyrics: Faheem Abdullah & Duha Shah Music: Faheem Abdullah, Duha Shah, Vaibhav Pani, Hyder Dar Music label: Released by Universal Music India (under VYRL Originals) ~Lyrics: Naya naya ehsaas hai tu jo mujhko mila hai Nayi nayi mulaqaton ka mujhpe hai khumaar ab Dil hai shaad ke khatam hone ko hai yeh intezaar ab Tujhe milne ko hone laga tha dil beqaraar ab Kyun tha mujhse khafa kya thi meri khata Tha kyun mujh se judaa ab hai mujh se judaa jo Tu hai wohi dil ne jise apna kaha tha Main hun yahaan tu hai kahaan Teri nazron ka dil pe hua hai asar Tu mera mehboob hai jaana Teri ulfat mein jeeta har pal Tu ik tohfa hai Khuda ka Teri baaton mein araam hai ya teri awaaz mein Kya jannat duniya ke paar hai ya teri aankhon mein Teri neendon ka ehsaan hai hum khwabon mein saath hain Jaag ke bhi ab khumaar hai hum baadalon ke paar hain Teri nazron ka dil pe hua hai asar Tu mera mehboob hai jaana Teri ulfat mein jeeta har pal Tu ik tohfa hai Khuda ka Tujhe paa ke jawab mila hai asal Tu hai woh sawaal Khuda ka Tu mila hai yeh meri dua ka asar Tu mujhse door na jaana Teri nazron ka dil pe hua hai asar Tu mera mehboob hai jaana Teri ulfat mein jeeta har pal Tu ik tohfa hai Khuda ka