У нас вы можете посмотреть бесплатно Darya Hai Hamara - Darain Gul Arooba | New Naat 2025 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Darya Hai Hamara - Darain Gul Arooba | New Naat 2025 📌Credits: 🎵 Title: Darya Hai Hamara 🎤 Artis : Darain Gul Arooba Audio & Mastering: Classy Studio Poet: Darain Gul Arooba Compose : Darain Gul Arooba Video : Hunain Raza Production Music Production: Azkara France Producer : Azkara Label : Azkara Lyrics : Ak shor hai Abbas, Ya Abbas Ak shor hai Abbas, Ya Abbas Darya pe jo pohancha Asadullah ka pyara Lalkar ke phir fauj ko Ghazi ye pukara Tum sab yehi kehte the ke darya hai hamara Ab dekho ke darya hai hamara ke tumhara Lo cheen lo ye hum hain, ye qabza hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Abbas ka naara hai, Alamdar ka naara Darya hai hamara, darya hai hamara Ghazi Alamdar-e-Wafa, Ghazi Alamdar Ghazi Alamdar-e-Wafa, Ghazi Alamdar Ya Maula, Ya Maula Ya Maula, Ya Maula Ya Maula, Ya Maula Main Haider-e-Qarar ke saaye mein pala hoon Main Fatima Zahra ki duaon ka sila hoon Abbas mera naam, Alamdar-e-Wafa hoon Yeh naam-o-nasab hai, Yeh naam-o-nasab hai meri qismat ka sitaara Darya hai hamara, darya hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Ghazi Alamdar-e-Wafa, Ghazi Alamdar Ghazi Alamdar-e-Wafa, Ghazi Alamdar Pyaasa hoon magar sun lo sabhi dushman-e-jaani Paani mujhe peena nahi, le jaana hai paani Haaye mere masoom ki woh tishna-gahaani Ae mashk-e-Sakina, Ae mashk-e-Sakina unhein pyaason ka sahaara Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Abbas aise ghar ke ujale ka naam hai Jis ghar ka bacha bacha le hai salaam hai Abbas Alamdar, Alamdar, Alamdar Abbas Alamdar, Alamdar, Alamdar Aaqa ki duaon ka karam saath hai mere Dekho Bani Hashim ka hashm saath hai mere Rutba hai Alamdar, alam saath hai mere Lehra ke phareera bhi ye karta hai ishaara Darya hai hamara, darya hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Yeh hukm hai Aaqa ka, na talwar uthana Warna meri zarbon se larazta ye zamana Yeh fauj-e-jafakaar, yeh zalim ka thikana Ek neze se naqsha, Ek neze se naqsha hi badal jaaye ga saara Darya hai hamara, darya hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Saahil pe yeh jo fauj ke dastay hain tumhare Ek aan mein pewand-e-zameen ho abhi saare Darya ulat aaye abhi qadmon mein hamare Ek hashr bapa kar doon, Ek hashr bapa kar doon jo kar doon mein ishaara Ghazi Alamdar-e-Wafa, Ghazi Alamdar Ghazi Alamdar-e-Wafa, Ghazi Alamdar Main Ash’al bebaak ka ameen hoon pyare Main kya, mera ghoda hi kare tukde tumhare Ek baar hukm dein humein Aaqa jo hamare Tum kya, tumhein mil paye na shajara bhi tumhara Darya hai hamara, darya hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Yeh takht, yeh shahi arey hum ko na dikhao Yeh aish, yeh daulat humein bilkul na batao Tum jis pe akartay ho, Tum jis pe akartay ho woh sadqa hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Abbas ka naara hai, Alamdar ka naara Darya hai hamara, darya hai hamara Lo cheen lo, ye hum hain, ye qabza hai hamara Darya hai hamara, darya hai hamara Abbas Alamdar, Abbas Alamdar Abbas Alamdar, Abbas Alamdar 📌 Available on Major Streaming Platforms: 🎵 Apple Music 👉 🎧 Spotify 👉 📀 Amazon Music 👉 🎶 Deezer 👉 ▶️ YouTube Music 👉 🎼 Qobuz 👉 🎤 Audiomack 👉 Tags 📌 #naat #naatsharif #molaabbas #nasheed #azkara #islamicmusic #abbasalamdar #ghaziabbas #naat2025 #yaabbas 💖 This naat expresses deep emotions of a devotee yearning for the Prophet Muhammad’s ﷺ closeness and mercy. With soulful vocals and a touching melody, it is sure to touch your heart. 📢 Listen, Like, Share & Subscribe! 📌 Don't forget to LIKE ❤️ this video, COMMENT ✍️ your thoughts, and SHARE 🔄 it with your loved ones. 🔔 Subscribe now to stay updated with more beautiful naats: 👉 / @aazkara 📲 Follow Us for More Updates: ✅ Facebook: / azkara786 ✅ Instagram: / azkaraa110 ✅ TikTok : / azkaraa786