У нас вы можете посмотреть бесплатно गरीब रिक्शे वाला और गर्मी का कहर | Garib Rickshe Wala Hindi Moral Story или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
गरीब रिक्शे वाला | और गर्मी का कहर | Garib Rickshe Wala Hindi Moral Story Shahar ki Tapti dopahar thi Aasman Jaise Angare Barsa raha tha Tapman 50 degree ke pass pahunch chuka tha Kishore bola VV aspataal Mein Hai bacche bhukhe rahte hain Agar Main Riksha na chalaun to Mera Ghar Kaise chalega Vah Mahila thodi der chup Baithi Rahi Shayad pahli bar usne Kisi Garib ki Jindagi ko itne pass Se Dekha Tha Usne Mande pahunchkar Kishor ko kirae ke paise diye aur sath hi ₹500 ka note aur ek juice ki Botal Kishor hairan Hua bola madam yah to bahut jyada hai Mahila boli koi baat nahin aap yah paise Rakh Lo Apne bacchon ke liye Kuchh Achcha khane ko le lena Use Din Kishor ki Yad Karai usne Botal se thoda sa juice Piya Aur thoda bacchon ke liye bacha Sham ko vah ek NGO ke pass Ruka vahan log khana bant rahe the Kishor Nahin Sakte Hue Kaha Mujhe Bhi thoda khana De Do Mere bacchon ke liye Unhin mein se ek aadami bola Kyon Nahin Le jaaiye khana Apne bacchon ke liye Agale Din Kishor Ne FIR Dekha NGO ke pass khana ban raha hai vah FIR jakar line Mein khada ho gaya Use Din Jo aadami khana ban raha tha usne Dekha aur Kaha Aap vahi hai na jo cal Aaye The khana Lene aapko Dekhkar lagta hai aap bahut Pareshan Hain Kyon Naha Aap Hamare NGO se jud jaaiye Ham Roj Garib rikshe wale Aur majduron Ke Liye khane aur pani ka intejaam Karte Hain Ismein Ham aapki madad bhi Karenge aur aap dusron ki madad bhi karna Kuchh Dinon bad Usi Sangathan Ne Kishor ke liye naya Riksha dilvaya uski biwi ka ilaaj karvaya aur ek Chhota Sa chhav wala stall bhi Lagaya Jahan Kishor dinbhar rikshe Walon Ko majduron Ko Thanda Pani deta Kishor Apne store per बैठे-बैठे Sochta hai Jindagi Pahle Se Thodi Behtar Ho chuke hain naya Riksha Hai biwi ka ilaaj ho chuka hai chhav wala stall Hai Jindagi Mein ummid ki nai ki Najar a rahi hai Lekin mushkilen Itni aasani Se Kahan Har Manati hai Ek Din sham ko Jab Kishor astrol samet raha tha tabhi pass Ki Gali Se Ek Chhota Ladka bhagate Hue Aaya Uske kapde fate hue the pair Mein chappal Nahin Thi Kishor Ne use roka beta kya hua Uncle meri mummy bahut bimar hai mere pass dawai ke paise Nahin Hai Kishor sochne Laga isko Dekhkar Mujhe Apni purani Din Yad a gaye mere pass bhi Jab paise Nahin the to Main Bhi Aisi Gali Mein Mara Mara firta tha Kishor Ne Bina soche apni Puri din ki kamai Jeb se nikaali ₹200 aur use bacche ke Hath mein rakh Diye Ja beta dawai liya agar koi aur jarurat Ho To Yahi Aana Kishore FIR store sametkar Ghar chala jata Apni biwi ko sari Baat batata hai Lakshmi Aaj stall per Ek Chhota baccha aaya tha uski man bahut bimar thi isiliye Maine usko Aaj Apne pure din ki kamai de di Aaj Main Kuchh Lekar Nahin a Paya jo ghar mein Hai Vahi banaa lo Theek hai ji aapane bahut Achcha Kiya Jo use bacche ki madad ki ghar mein ration to thoda sa hi hai main Vahi banaa Leti Thodi der bad vah Sab khana khakar so Jaate Hain Kuchh Samay bad vah Chhota baccha Kishor ke store per rojane Laga ISI Tarah Samay Bita Raha Kishore UN donon bacchon ki tarah use bacche ko bhi apna baccha samajhne Laga tha Kishor Ne use Chhote bacche ka naam Hira Rakha Ek Din yah Baat NGO Walon Ko Pata Chali --------------------------------------------------------------------------------------- Like share comments subscribe karen hamare youtube channel ko Night tv moral story --------------------------------------------------------------------------------------- garib rickshaw wala,garmi ka kaher,2d cartoon,kids moral stories,cartoon stories,summer heat story,kids entertainment,moral stories for children,animated stories in hindi,summer story for kids,social message cartoons,educational cartoon,family-friendly animation,2D moral stories,viral moral stories #garibrickshewala #aurgarmikakaher #nighttvmoralstory --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- copyright2025.come -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- #garibrickshwwala #aurgarmikakaher #rickshawwala #kisanbanagolgappewala #garibekisa #kisankikahani #kahanikisanki #hindistories #story #moralstories #garibkikahaniya #fairytales #hindifairytales #kahaniya #kahani #animation #rajakejudwabete #masoomkoyalkhatarnakshikari #masoomkoyal #khatarnakshikari #ameergarib #garibameer #ameervsgarib #garibvsameer #ameerkikahani #garibkikahani