У нас вы можете посмотреть бесплатно दूध जैसे सफेद आलू चिप्स बनाने का नया तरीका 1 साल तक स्टोर करें или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
दूध जैसे सफेद आलू चिप्स बनाने का नया तरीका 1 साल तक स्टोर करें#AlooChips#recipe#snacks#viralvideo🥔😋 dudh Jaise Safed chips banane ke liye maine liya 1.5 kg lagbhag Aalu use acche se boss kar liya aur FIR Uske Sare Sel ke utaar liye aur use fir se wash Kiya aur ek bade se bartan Mein Pani Lekar Usi Mein Sare chips nikal Diye Sare chips banane ke bad use acche se Teen Char Pani wash kar liya Ek bade se bhigone Mein Pani garm karne ke Rakha usmein do chammach Maine Namak ke Dale aur pani ubalne ke bad Sare Ko Maine chips Ko Pani Mein Dal Diya aur 7 8 minut acche se pakane ke bad acchi Tarah soft Ho Jaaye FIR use Ham Ek Badi Si Sani wale bartan mein nikaalenge aur Thanda hone ke bad use suti kapde per acche se bichha ke pankhe Ke Niche Chhod Denge aur FIR Thodi Si Ham do Pi 2 ghante ke liye Laga Lenge to hamare chips taiyar Hai ise Ham fry Karenge refind oil mein aap Kisi Aur Tel Mein Jo Bhi khate Hain usmein ise fry kar sakte hain bahut hi tasty chips bante Hain Is per aap chat masala aur Lal Mirchi Ka powder dalkar injoy Karen bacchon ki Chhoti Moti book ke liye Aur bacchon Ko snacks bilkul taiyar hain aap bhi kha sakte hain bacche bhi kha sakte hain chai ke sath bhi aap kha sakte hain ya FIR aise hi kha sakte hain to agar aap Aise snacks Banakar ghar mein rakhoge to Bahar ka snacks bilkul Nahin khaenge aap bhi ISI Tarah Se banaaiye ise aap Subah Ki banaa sakte ho Taki acche se ismein Puri Tarah Din Mein Thodi Si dhup Lage Aur acche se Sukh Jaaye video acchi Lage like karna share karna channel ko subscribe bhi Jarur se kar lena village life Desi tarka @Kumari-Sandesh 5579 aloo chips recipe kacche aloo ke chips potato chips recipe homemade potato chips potato wafers recipe aloo chips banane ka tarika white potato chips recipe potato chips storage method 1 year storage potato chips crispy potato chips recipe how to make potato chips at home aloo wafers banane ka tarika potato chips without machine indian snacks recipe ghar ke bane chips chips recipe at home potato wafers at home