У нас вы можете посмотреть бесплатно Man Kunto Moula | 10 Kalam | Syed Fazil Mysuri | Studio Version или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Time Stamps 01:30 - Manzar Fizaaye Dahar (Naseeruddin) 02:59 - Khemaye Nusrat Bapa Hoga 03:55 - Baitha Hai Mushkilat Ke Raste Me Haar Ke 4:57 - Allah Me Waliyon Ke Madadgar Ali Hai 5:50 - Ajab Kya Meri Qismat Ne Agar Meraaj Paayi 6:35 - Lab Par Rahe Yahi Hamadam Ya Ali Madad 8:10 - Khamosh Hai To Deen Ki Pehchan Ali 10:10 - Sarkar Ke Wazeer Hai Moulaye Kainaat Lyrics 01:30 Manzar Fiza E Dahar Main, Saara Ali Ka Hai Jis Samt Dekhta Hun, Nazara Ali Ka Hai Kul Ka Jamal Juzw Ke Chehray Se Hai Ayaan Ghoray Pay Hain Hussain , Nazara Ali Ka Hai Tum Dakhal De Rahay Ho Aqeedat Ke Baab Main Dekho Muamla Yeh Hamara Ali Ka Hai Ham Faqar Mast, Chahanay Wale Ali Ke Hain Dil Par Hamaray Sirf Ijara Ali Ka Hai Marhab To Neem Hai Sir E Maqtal Para Huwa Uthnai Ka Ab Nahi Ke Yeh Mara Ali Ka Hai Duniya Mein Or Kon Hai Apna Bajuz Ali Ham Be’kason Ko Hai To Sahara Ali Ka To Kya Hai Or Kya Hai Tere Ilm Ki Bisaat Tuj Par Karam Naseer Ye Saara Ali Ka Hai ___________________________ 2:59 Khemaye Nusrat Bapa Hoga Ali Aane Ko Hai Maarko Ka Faisala Hoga aane Ko Hai Dekhta Hun Aasmano Pr Ghubaar Uthta hua Dhuldule Farkhunda Pa Hoga Ali Aane Ko Hai Mein To chup Tha Fir Zamane Ko Khabar Kaise Hui Mere Chere Par Likha Hoga Ali Aane Ko Hai Aaj Hota Raha Zalim Tera Socha Hua Ab Mera Chaha Hua Hoga Ali Aane Ko Hai ___________________________ 03:55 Baitha Hai Mushkilat ke raste me haar ke O badnaseeb dekh ali ko pukaarke Hamse qadam Chudaade Shahe Zee Waqar ke Duniya isi me mar gayi sar maar maar ke Hai Bistare Rasool Pe Haidar Ye Kab Khula Angdaayi Jab Ke Li Shab E Hijrat Guzar Ke Marhab Ka Qatl Bhi Khaibar Me Qalt Tha Feka Tha Zulfiqar Ka Sadqa Utaar Ke