У нас вы можете посмотреть бесплатно Kharsawan GoliKand 2026 | 1 January 1948 | Shaheed Diwas | Jharkhand Vlog 2026 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Johar doston, Aaj 1 January ko main Kharsawan, Jharkhand aaya hoon, jahan har saal Kharsawan Goli Kand ke shaheedon ko shraddhanjali di jaati hai. 1 January 1948 ko yahan ek bahut hi dardnaak ghatna hui thi, jise Kharsawan Goli Kand kaha jaata hai. Isse azaad Bharat ka Jallianwala Bagh bhi kaha jaata hai. Jab poora desh 1 January ko New Year manata hai, tab Kharsawan aur aas-paas ke ilaakon mein yeh din Shaheed Diwas aur Black Day ke roop mein manaaya jaata hai. Is vlog mein aap dekhenge: • Kharsawan Shaheed Sthal • Door-door se aaye hue log jo shraddhanjali dene aaye • Adivasi traditional dress aur sanskriti • Jharkhand ke Mukhyamantri Hemant Soren ji ki upasthiti • 1 aur 2 January ko New Year kyon nahi manaaya jaata 2 January ko Serengsia Valley mein 1837–38 ke Kol Vidroh ke shaheedon ko bhi yaad kiya jaata hai, jo British hukumat ke khilaaf lade the. Yeh samay jashn ka nahi, balki yaad aur samman ka samay hai. Agar video pasand aaye to like karein, channel ko subscribe karein aur video ko share zaroor karein. Johar. Jai Jharkhand. #KharsawanGoliKand #1January1948 #ShaheedDiwas #JharkhandHistory #AdivasiHistory #BlackDay #TributeVlog #Jharkhand #1january2026 #blackday