У нас вы можете посмотреть бесплатно CLASSIC GHAZAL - Qalandar Bakhsh Jurat - Daam Mein Hum Ko Laate Ho Tum - URDU SHAYARI READING или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Urdu Poetry of Qalandar Bakhsh Jurat Ghazal: Daam Mein Hum Ko Laate Ho Tum Dil Atka Hai Aur Kahin Recitation: Raheel Farooq دام میں ہم کو لاتے ہو تم دل اٹکا ہے اور کہیں قلندر بخش جرأتؔ کی کلاسیکی غزل - اردو شاعری --------- LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW! / recitation LEHJA PODCAST Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com. https://anchor.fm/urdurecitation LEHJA STORE Love the classics? Buy the classics! T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art. https://store.recitation.net FOLLOW US Facebook: / urdurecitation Twitter: / urdurecitation Instagram: / urdurecitation Reddit: / urdurecitation Tumblr: https://poetryrecording.com SUPPORT US Patronize: / urdu --------- POETRY TEXT: غزل کا مکمل اردو متن: دام میں ہم کو لاتے ہو تم دل اٹکا ہے اور کہیں شعر پڑھانے ہم سے اور مضمون گٹھا ہے اور کہیں آنکھیں ذرا ملانا ادھر کو کیوں جی یہ کیا باتیں ہیں بات کی ہم سے اٹھانی لذت جی کا مزا ہے اور کہیں حق تو ہے کچھ حالِ دل اپنا کہتے ہیں جب تم سے ہم کان لگائے سنتے ہو پر دھیان لگا ہے اور کہیں دیکھیو یہ عیاری کوئی کیا کیا ہم کو لپیٹے میں وہ بتِ پر فن لیتا ہے دل جس نے دیا ہے اور کہیں ٹوک کے اس سے بات کروں تو یوں وہ کہے ہے چتون میں مجھ کو نہ چھیڑو دھیان اجی اس وقت مرا ہے اور کہیں ہم سے زبانی ملنے کو تم کہتے ہو ہم جانتے ہیں دل سے پر آنے جانے کا اقرار کیا ہے اور کہیں دیکھ کے ہم کو جو کہتے ہو تم آؤ بیٹھو بات کرو باتیں یہ سب ظاہر کی ہیں انس ہوا ہے اور کہیں اب تو کچھ ہمدرد سے میرے آتے ہو تم مجھ کو نظر تم سا شاید کوئی پیارے تم کو ملا ہے اور کہیں بیٹھے ہو مجھ پاس ولیکن گھبرانے سے نکلے ہے آنکھ بچا کر اٹھ جانے کا دھیان بندھا ہے اور کہیں ظاہر میں تم کہتے ہو مجھ کو بیٹھو ابھی تو جاؤ نہ گھر مجھ کو تو معلوم ہے جو پیغام گیا ہے اور کہیں باتیں کر کے لگاوٹ کی یہ کافر ہوں گر جھوٹ کہوں دل کو مرے تم لیتے ہو جی نامِ خدا ہے اور کہیں حیف ہے اس کے ہونے پر جو یاد کرو تم غیر کو جان جرأتؔ میں جو نہیں سو ایسی بات وہ کیا ہے اور کہیں Complete Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta): daam meñ ham ko laate ho tum dil aTkā hai aur kahīñ sher paḌhāne ham se aur mazmūn gaThā hai aur kahīñ āñkheñ zarā milānā idhar ko kyuuñ jī ye kyā bāteñ haiñ baat kī ham se uThānī lazzat jī kā mazā hai aur kahīñ haq to hai kuchh hāl-e-dil apnā kahte haiñ jab tum se ham kaan lagā.e sunte ho par dhyān lagā hai aur kahīñ dekhiyo ye ayyārī koī kyā kyā ham ko lapeTe meñ vo but-e-pur-fan letā hai dil jis ne diyā hai aur kahīñ Tok ke us se baat karūñ to yuuñ vo kahe hai chitvan meñ mujh ko na chheḌo dhyān ajī is vaqt mirā hai aur kahīñ ham se zabānī milne ko tum kahte ho ham jānte haiñ dil se par aane jaane kā iqrār kiyā hai aur kahīñ dekh ke ham ko jo kahte ho tum aao baiTho baat karo bāteñ ye sab zāhir kī haiñ uns huā hai aur kahīñ ab to kuchh hamdard se mere aate ho tum mujh ko nazar tum sā shāyad koī pyāre tum ko milā hai aur kahīñ baiThe ho mujh paas va-lekin ghabrāne se nikle hai aañkh bachā kar uTh jaane kā dhyān bañdhā hai aur kahīñ zāhir meñ tum kahte ho mujh ko baiTho abhī to jaao na ghar mujh ko to ma.alūm hai jo paiġhām gayā hai aur kahīñ bāteñ kar ke lagāvaT kī ye kāfir huuñ gar jhuuT kahūñ dil ko mire tum lete ho jī nām-e-ḳhudā hai aur kahīñ haif hai us ke hone par jo yaad karo tum ġhair ko jaan 'jur.at' meñ jo nahīñ so aisī baat vo kyā hai aur kahīñ #Urdu #Poetry #Classic