У нас вы можете посмотреть бесплатно Shubhat aur Mughalat kya hain? | Ilm ke Zarai aur Truth Finding Methods | Urdu Podcast или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Is podcast main hum aik bohat aham fikri mauzu “Shubhat aur Mughalat” par guftagu kar rahe hain. Is episode main khas taur par Ilm ke Zarai (Sources of Knowledge) ka zikar kiya gaya hai aur yeh samjhaya gaya hai ke sach (truth) tak pohanchne ke tareeqay kya hain. Is guftagu main hum ne yeh bunyadi sawalat cover kiye hain: 🔹 Shubha aur Mughalta kya hota hai? 🔹 Ilm aur guman main farq 🔹 Ilm ke bunyadi zarai (Aqal, Tajurba, Mushahida, Wahi) 🔹 Truth finding methods kya hote hain? 🔹 Aaj ke daur main zehni confusion kyun barh rahi hai? 🔹 Sach tak pohanchne ke usooli tareeqay Yeh podcast un tamam afraad ke liye hai jo: ✔️ Fikri shubhat se nikalna chahte hain ✔️ Critical thinking seekhna chahte hain ✔️ Ilm, aqal aur haqeeqat ke taluq ko samajhna chahte hain 📌 Mazeed aisi ilm o fikr par mabni videos ke liye channel subscribe karein 📌 Video ko like, share aur comment zaroor karein #Shubhat #Mughalatat #IlmKeZarai #TruthFinding #UrduPodcast #RomanUrdu #CriticalThinking #FikriGuftagu #TafheemENau