У нас вы можете посмотреть бесплатно MAIN ZAINAB HOON | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
"MAIN ZAINAB HOON" - Mesum Abbas Nohay 2023 میں زینب ہوں میں زینب ہوں Listen to the latest noha of Muharram 2023 by Mesum Abbas. This is a Bibi Zainab Bint e Ali (sa) Noha by Mesum Abbas. Penned by Mazhar Abidi and recited by Syed Mesum Abbas Naqvi. LYRICS: POSTED BELOW... #MesumAbbas #MainZainabHoon #Nohay2023 Noha Credits: 👉Title Noha: Main Zainab Hoon 👉Reciter: Mesum Abbas 👉Poet: Janab Mazhar Abidi Audio Credits: 👉Composition: Mesum Abbas 👉Chorus: Rizwan Mirza - Hasnain Mehdi - Sunny - Shahrukh 👉Audio Recording by M. Hassaan Qureshi / M. Ovais Qureshi (ODS - KHI) 👉Audio Mix/Mastered by M. Omar Qureshi (ODS - KHI) Video Credits: 👉Director: Ali Arman Baltistani 👉 Cinematography: Ahsan Raza 👉2nd Unit DOP: Shoaib Suleman 👉Camera Operator: Sarib Shah 👉Art Director: Ally Jafri 👉Edit: TNA Records 👉SEO Management / Coordinator / Cover Design: Yawer Abbas Damani (YAD Graphics) 👉 Social Media Management: Mussaib Sajjad (Bangalore-IND) 👉 English Translation: Ahmed Virani (USA) 👉Sarparast: Syed Baqar Naqvi (President: Imambargah Dar e Hussain - New Jersey, USA) 👉Shot on RED & ARRI ALEXA L Y R I C S Logo Mein Ali Ki Beti Hoon Konain Ki Mein Shehzadi Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon Be Chadar Hoon Aur Qaidi Hoon Bazaar Mein Rokar Kehti Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 1-Kis Shaan Se Nikli Thi Ghar Se Is Gham Ne Rulaya Tha Mujhkoo Baazu Se Pakar Kar Ghazi Ne Mehmil Mein Bithaya Tha Mujhkoo Woh Manzar Soch Ke Roti Hoon Heran Mein Khud Par Hoti Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 2-Jab Qaafla Is Ke Ghar Pouncha Sheree Ne Mujhe Pehchana Nahi Qadmon Se Lapat Kar Ronay Lagi Jab Mein Ne Kaha Kyun Jana Nahi Pardes Mein Lut Kar Aayi Hoon Pehchan Mein Aaqa Zadi Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 3-Jis Waqt Sir e Muslim Dekha Sajjad Ke Lab Par Tha Noha Pehlay To Salami Di Mein Ne Phir Rotay Hue Muslim Se Kaha Qismat Ki Rasan Mein Jakri Hoon AankHoon Se Salami Deti Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 4-Hamrah Kaneezo'n Ke Ik Din Zindaane Sitam Mein Hind Aayi Zainab Se Kaha Jab Kon Hai To Zainab Yeh Sukhan Lab Par Layi Mein Ranj O Alum Ki Maari Hoon Aur Sher e Khuda Ki Beti Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 5-Zindan Se Raha Ho Kar Qaidi Jab Karbobala Mein Aaye Thay Bhai Ki Lehad Par Jatay Hi Yun Bain Kiye Thay Zainab Ne Kuch Neel Rasan Ke Layi Hoon Tera Chahlum Karne Aa Yi Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 6-Sajjad Se Kehti Thi Rokar Darbaar Mein Kis Terhan Jaoon Mein Sharam O Haya Ki Shehzadi Ae Kash Zamee Mein Gur Jaoon Mujrim Ki Terhan Se Chalti Hoon Khaaliq Se Dahai Deti Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 7-Athaara Biraadar Thay Jis Ke Woh Bi Bi Rida Ko Roti Hai Woh Zakham Diye Hain Ummat Ne Marham Ko Dawa Ko Roti Hi Yai Har Kalma Go Se Kehti Hoon Kyun Aaj Rida Ko Tarasti Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon 8-Pohanche Jo Madeeney Ahle Haram Tha Mesum O Mazhar Hashr Bapaa Sughra Se Kaha Shehzadi Ne Chehray Pay Marey Kar Ghhor Zara Zindaan Se Chutt Kar Aayi Hoon Balon Mein Safedi Layi Hoon Mein Zainab Hoon Mein Zainab Hoon لوگو میں علی کی بیٹی ہوں کونین کی میں شہزادی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں بے چادر ہوں اور قیدی ہوں بازار میں روکر کہتی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں (1) کس شان سے نکلی تھی گھر سے اس غم نے رلایا تھا مجھکو بازو سے پکڑ کر غازی نے محمل میں بیٹھایا تھا مجھکو وہ منظر سوچ کے روتی ہوں حیران میں خود پر ہوتی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں جب قافلہ اس کے گھر پہنچا شیریں نے مجھے پہچانا نہیں قدموں سے لپٹ کر رونے لگی جب میں نے کہا کیوں جانا نہیں پردیس میں لٹ کر آئی ہوں پہچان میں آ قا زادی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں جسوقت سر مسلم دیکھا سجاد کے لب پر تھا نوحہ پہلے تو سلامی دی میں نے پھر روتے ہوئے مسلم سے کہا قسمت کی رسن میں جکڑی ہوں آنکھوں سے سلامی دیتی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں ہمراہ کنیزوں کے اک دن زندان ستم میں ہند آئی زینب سے کہا جب کون ہے تو زینب یہ سخن لب پر لائی میں رنج و الم کی ماری ہوں اور شیر خدا کی بیٹی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں زنداں سے رہا ہو کر قیدی جب کرب و بلا میں آئے تھے بھائی کی لحد پر جاتے ہی یوں بین کیئے تھے زینب نے کچھ نیل رسن کے لائی ہوں تیرا چہلم کرنے آ ئی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں سجاد سے کہتی تھی روکر دربار میں کسطرح جاؤں میں شرم و حیا کی شہزادی اے کاش زمیں میں گڑ جاؤں مجرم کی طرح سے چلتی ہوں خالق سے دہائی دیتی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں اٹھارہ برادر تھے جس کے وہ بی بی ردا کو روتی ہے وہ زخم دئیے ہیں امت نے مرہم کو دواکو روتی ہی یے ہر کلمہ گو سے کہتی ہوں کیوں آج ردا کو ترسی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں پہنچے جو مدینے اہل حرم تھا میثم و مظہر حشر بپا صغرا سے کہا شہزادی نے چہرے پہ مرے کر غور ذرا زندان سے چھٹ کر آئی ہوں بالوں میں سفیدی لائی ہوں میں زینب ہوں میں زینب ہوں Muharram 2023/1445 | New Nohay 2023 | Main Zainab Hoon | 2023 video by Mesum Abbas reciting (Official Video) © 2023 Mesum Abbas ~-~~-~~~-~~-~ Please watch: "Mesum Abbas Latest Manqabat 2024 - Ali Sabse Baray Hain - 13 Rajab" • ALI SABSE BARAY HAIN - Mesum Abbas 20... ~-~~-~~~-~~-~