У нас вы можете посмотреть бесплатно Ali Kaabay Mein | Sanam Marvi | Soul-Stirring Latest Kalam 2020! или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Moula ❤️❤️ Lyrics: Ager kaabay mein aana faqat aik haadsa hota ye nishaani jo ab tuk hai kub ka mita chuka hota main aksar sochta houn kaabay ko dekh ker mohsin jis kay aanay pe sajday hain wo yahan rehta tou kya hota Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye (3x) Wajhe Khuda bun kay ALi (2x) Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Ali kaabay mein Ishq-e-Ali ka kaisa andaaz hai Nirala (2x) Apne hi gher mein hi dekhoun Rab ne shigaaf dala Wajhe Khuda bun kay Ali Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Kaaba khushi se jhoomay Maula k rukh ko choomay (2x) Dono jahan hain raqs mein Kay sultaan aa gaye Wajhe Khuda bun kay Ali (2x) Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Wajhe Khuda bun kay Ali (2x) Kulay Imaan aa gaye #AliKaabayMein #SanamMarvi #HazratAli ------------------------------------------------------- Connect with Sanam Marvi: Facebook: / sanammarvimusic Instagram: / sanammarvimusic TikTok: / sanammarvi_512