• ClipSaver
  • dtub.ru
ClipSaver
Русские видео
  • Смешные видео
  • Приколы
  • Обзоры
  • Новости
  • Тесты
  • Спорт
  • Любовь
  • Музыка
  • Разное
Сейчас в тренде
  • Фейгин лайф
  • Три кота
  • Самвел адамян
  • А4 ютуб
  • скачать бит
  • гитара с нуля
Иностранные видео
  • Funny Babies
  • Funny Sports
  • Funny Animals
  • Funny Pranks
  • Funny Magic
  • Funny Vines
  • Funny Virals
  • Funny K-Pop

Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video скачать в хорошем качестве

Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video 2 недели назад

скачать видео

скачать mp3

скачать mp4

поделиться

телефон с камерой

телефон с видео

бесплатно

загрузить,

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video
  • Поделиться ВК
  • Поделиться в ОК
  •  
  •  


Скачать видео с ютуб по ссылке или смотреть без блокировок на сайте: Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video в качестве 4k

У нас вы можете посмотреть бесплатно Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Скачать mp3 с ютуба отдельным файлом. Бесплатный рингтон Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video в формате MP3:


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru



Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video

CREDITS: Singer: Muhammad Samie Composer: Muhammad Samie Lyrics' Selection & Arrangement: Muhammad Samie ====================== Poets: Bedam Shah Warsi | Saeed Shahidi | Shaukat Thanvi | Khalil-ur-Rehman Azmi | Kamil | Asghar Gondvi | Josh Malihabadi | Muhammad Samie ====================== AUDIO CREW: Music Production: Jay Ali Music Direction: Muhammad Samie & Jay Ali Main Harmonium: Muhammad Samie Second Harmonium: Jay Ali Tabla: Irfan Ali Sarangi: Zohaib Hassan Chorus Vocals: Ali Hassan, Ali Murtaza & Arslan Ali Recording, Mixing & Mastering: Jay Ali =========================== VIDEO CREW: Director: Muhammad Samie Video Concept: Muhammad Samie & Suleman Shah Cinematographer: Suleman Shah DOP: Suleman Shah Gaffer: Usman Rizwan Art Work: Muhammad Samie Wardrobe: Muhammad Samie Lighting Production: Light & Grip Productions Post-Production: Suleman Shah Production House: Kul Andar Films A Presentation by Short Sufi Films ============ LYRICS: Dil mein jigar mein aankh mein bas tu hi tu rahe Is ke siwa na aur koi aarzu rahe Mujh ko fana ki raah mein yun sarfaraz kar Main, main na rahun mujh mein faqat tu hi tu rahe Na karo juda khudara mujhe apne aastan se Na mile ga phir sahara jo utha diya yahan se Mujhe khak mein mila kar meri khak bhi urha de Tere naam par mita hun mujhe kya gharaz nishan se Bus tu hi tu rahe … faqat tu hi tu rahe Agar gham tera gham hai to koi gham se reha kyun ho? Jise hasil ho tera qurb woh tujh se juda kyun ho? Tera jalwa jo hasti hai to phir qaid-e-nazar kaisi? Meri hasti jo parda hai to woh bhi darmeyan kyun ho? Faqat tu hi tu rahe … faqat tu hi tu rahe Ye hasti o adam kyun ho, fana kyun ho, baqa kyun ho? Tumhi tum ho to phir dil mein khayal-e-ma-siva kyun ho? Faqat tu hi tu rahe … faqat tu hi tu rahe Mita do shauq se aa kar mita do meri turbat ko Jo tum par mar mita ho us ka itna bhi nishaan kyun ho? Faqat tu hi tu rahe … faqat tu hi tu rahe Bigaad kar banaaye ja, ubhaar kar mitaaye ja Ke main tera charagh hun, jalaaye ja bujhaye ja Tu hi tu rahe … faqat tu hi tu rahe Masjiden lakhon baneen, sainkdon mandir bane Ik tujhe paane ke liye chaar su hi ghar bane Bus tu hi tu rahe … faqat tu hi tu rahe Main, main na rahun mujh mein faqat tu hi tu rahe Dil mein jigar mein aankh mein bus tu hi tu rahe Meri namaz-e-ishq ko mairaj ho ataa Meri namaz-e-ishq ... Han hai namaz-e-ishq Yahi hai namaz-e-ishq … yahi hai namaz-e-ishq Ay naseho na aur koi guftugu karo Gar ho sake to chaak-e-gareban rafu karo Phir jis tarah bhi chaho karo ham pe tabsira Pahle hamari tarah se jeene ki khoo karo Hoti nahin hai yunhi ada ye namaz-e-ishq Yaan shart ye hai apne lahu se wudu karo Yahi hai namaz-e-ishq … yahi hai namaz-e-ishq Shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaste Har ik jafa-e-yaar pe shukrana chahiye Ye aastan-e-yar hai sehn-e-haram nahin Jab rakh diya hai sir to uthana na chahiye Logo namaz-e-ishq yahi hai Khuda gavah Har dam tasavvur-e-ruḳh-e-janana chahiye Yahi hai namaz-e-ishq … yahi hai namaz-e-ishq Gata hai zarra zarra, teri shan mein tarana Jahan par bhi tu ne chaha, wahin ruk gaya zamana Sar-e-toor kyun main jaun bhala us ke dekhne ko? Woh ayaan jagah jagah hai jo nazar ho arifana Jo ho jazb jazb-e-kamil jo ho shauq valihana To hai bandagi ko lazim na jabeen na astana Ye hai namaz-e-ishq … yahi hai namaz-e-ishq Mere paas hi rahe hain woh shuru-e-dastan se Mujhe hosh hi na aya unhen dekhta kahan se? Woh giraye jayen bijli mein isi ada ke sadqe Keh koi to wasta hai unhain mere aashiyan se Woh hareem-e-naaz mein hon ya hon bazm-e-butkada mein Mein waheen pe sar jhuka loon wo pukaar len jahan se Yeh hai namaz-e-ishq … Han hai namaz-e-ishq Koi bhi dekhne walon mein hoshyar nahin Nazar to aik hai jalwon ka kuch shumar nahin Kitab-e-ishq ki tafseer mein likha dekha Namaz hi nahin jis mein khayal-e-yaar nahin Yahi hai namaz-e- … Yahi hai namaz-e-ishq Hum ne yeh bandegi ka tariqa bana liya Apne sanam ko yaad kiya sar jhuka liya Yahi hai namaz-e- … Yahi hai namaz-e-ishq Dagh-e-sujood teri jabeen par hua to kya! Koi aisa sajda kar ke zameen par nishan rahe Yahi hai namaz-e- … Yahi hai namaz-e-ishq Qaayam hai kab namaz jo tu ru-ba-ru na ho? Sajda kise karun jo nigahon mein tu na ho? Meri namaz-e-ishq ko mairaj ho ataa Aisi pila ke rooh meri ba-wuzu rahe Ruswa na ho ghulam tera roz-e-hashr mein Bas itna chahta hoon meri aabru rahe Khushaa woh dil ke ho jis dil mein aarzu-e-Rasool (saww) Khushaa woh aankh jo ho mehv-e-husn-e-roo-e-Rasool (saww) Shagufta gulshan-e-Zahra (sa) ka har gul-e-tar hai Kisi mein rang-e-Ali (as) aur kisi mein Bu-e-Rasool (saww) Ajab tamasha ho maidan-e-hashr mein Bedam Keh sab hon pesh-e-Khuda aur mein ru-ba-ru-e-Rasool (saww) Bas itna chahta hoon meri aabru rahe Dil Mein Jigar Mein Aankh Mein Bas Tu Hi Tu Rahe Is ke siwa na aur koi aarzu rahe #muhammadsamie #shortsufispells #qawwali

Comments
  • Abu Turab Ali | Muhammad Samie | Ali Ali Maula Ya Ali Ali | Official Video 1 год назад
    Abu Turab Ali | Muhammad Samie | Ali Ali Maula Ya Ali Ali | Official Video
    Опубликовано: 1 год назад
  • Maikada 3 (Bus Ik Nigah) | Muhammad Samie | Official Video 1 год назад
    Maikada 3 (Bus Ik Nigah) | Muhammad Samie | Official Video
    Опубликовано: 1 год назад
  • Andaaz e Karam (Official Video) Madhur Sharma, Moin, ER, Roheb 1 месяц назад
    Andaaz e Karam (Official Video) Madhur Sharma, Moin, ER, Roheb
    Опубликовано: 1 месяц назад
  • Ali Hi Haq Tha (Banaam-e-Haidar 3) | Muhammad Samie | Official Video 4 месяца назад
    Ali Hi Haq Tha (Banaam-e-Haidar 3) | Muhammad Samie | Official Video
    Опубликовано: 4 месяца назад
  • Mustafa Haq-Numa | Muhammad Samie | Ay Jaan-e-Mann Janaan-e-Mann | Official Video | 4k 2 года назад
    Mustafa Haq-Numa | Muhammad Samie | Ay Jaan-e-Mann Janaan-e-Mann | Official Video | 4k
    Опубликовано: 2 года назад
  • Aah Ko Chahiye (Aashiqui Sabr-Talab) | Muhammad Samie x Mirza Ghalib | Official Video 7 месяцев назад
    Aah Ko Chahiye (Aashiqui Sabr-Talab) | Muhammad Samie x Mirza Ghalib | Official Video
    Опубликовано: 7 месяцев назад
  • Tere Ishq Ki Inteha | Muhammad Samie | Official Video | 4k 2 года назад
    Tere Ishq Ki Inteha | Muhammad Samie | Official Video | 4k
    Опубликовано: 2 года назад
  • 'Har Lehza Ba Shakal Aan' by Farid Ayaz & Abu Muhammad 8 лет назад
    'Har Lehza Ba Shakal Aan' by Farid Ayaz & Abu Muhammad
    Опубликовано: 8 лет назад
  • [NEW QAWWALI] KI MUHAMMAD SE WAFA | YASSER DESAI | ALLAMA IQBAL 2 года назад
    [NEW QAWWALI] KI MUHAMMAD SE WAFA | YASSER DESAI | ALLAMA IQBAL
    Опубликовано: 2 года назад
  • Maikada 2 (Maikhana Chahiye) | Muhammad Samie 3 года назад
    Maikada 2 (Maikhana Chahiye) | Muhammad Samie
    Опубликовано: 3 года назад
  • یا علی - صنم ماروي  / Ya Ali - Sanam Marvi 7 лет назад
    یا علی - صنم ماروي / Ya Ali - Sanam Marvi
    Опубликовано: 7 лет назад
  • RAQS-E-QALANDAR | Na Fikr-e-Duniya Na Khauf-e-Maula | Soulful Sufi Qawwali 2 месяца назад
    RAQS-E-QALANDAR | Na Fikr-e-Duniya Na Khauf-e-Maula | Soulful Sufi Qawwali
    Опубликовано: 2 месяца назад
  • Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain - Rahat Fateh Ali Khan - Allama Iqbal Special 8 лет назад
    Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain - Rahat Fateh Ali Khan - Allama Iqbal Special
    Опубликовано: 8 лет назад
  • Bekhud Kiye Dete Hain | Muhammad Samie | Saqi ho Najaf ka | Official Video 4 года назад
    Bekhud Kiye Dete Hain | Muhammad Samie | Saqi ho Najaf ka | Official Video
    Опубликовано: 4 года назад
  • Khalil-ur-Rehman Qamar | Hasna Mana Hai with Tabish Hashmi | Ep 389 |@geonews 8 дней назад
    Khalil-ur-Rehman Qamar | Hasna Mana Hai with Tabish Hashmi | Ep 389 |@geonews
    Опубликовано: 8 дней назад
  • Maikada | Muhammad Samie [HD] 6 лет назад
    Maikada | Muhammad Samie [HD]
    Опубликовано: 6 лет назад
  • Wo Jali Hai Ya Khafi Hai | Muhammad Samie | Official Video 3 года назад
    Wo Jali Hai Ya Khafi Hai | Muhammad Samie | Official Video
    Опубликовано: 3 года назад
  • Balaghal Ula Bi Kamaalihi | Ali Zafar | Naat 4 года назад
    Balaghal Ula Bi Kamaalihi | Ali Zafar | Naat
    Опубликовано: 4 года назад
  • Khaki | Muhammad Samie [HD] 6 лет назад
    Khaki | Muhammad Samie [HD]
    Опубликовано: 6 лет назад
  • Ek Dil | Muhammad Samie | Official Video 3 года назад
    Ek Dil | Muhammad Samie | Official Video
    Опубликовано: 3 года назад

Контактный email для правообладателей: [email protected] © 2017 - 2025

Отказ от ответственности - Disclaimer Правообладателям - DMCA Условия использования сайта - TOS



Карта сайта 1 Карта сайта 2 Карта сайта 3 Карта сайта 4 Карта сайта 5